waheed ahmed
01-31-2015, 10:43 AM
Naye mosam ke aatay hi purane mosamouN ko bhulaa denaa
ye kahaaN ki dosti he, youN puraane dostouN ko bulaa denaa
ju sawaal ham ne kiye hii nahii un kaa tu jawaab de dainaa
ju sawaal ham ker chuke haiN un sawlaouN ko bhulaa denaa
maiN aise shahr kii bhool bhaliyouN maiN kho gia houN JahaaN
naii chahatouN ke awiz puraane muraasimouN ko bhula dena
nazer aatay haiN ab murasim un ke gul cheeno ki taraH
ke phool tu saare chunn lenaa aur kantouN ko bhula dena
NaasehouN ko samjhaanaa achii aadet nahii he waheed
Charaa garii karte rehnaa, sab andeshouN ko bhula dena
2.
aadmi wohii achaa he jis ko lafzouN se piaar he
baqi tu piaare ye muhabbat dunya sab bekaar he
apnii pichalii ghaltiyouN se sabq hasil karna padta he
kion ke qoum woii taraqii karti he jis ka mazi baidaar he
achaa beej bonaa aur sakht mehnat karte rehnaa
Fasal achii ho jaaye tu us ka her koii kharidaar he
magar ye sari bataiN tu sab log hii jaante haiN waheed
haaN magar achii bataiN duhraate rehna bhi aik kirdar he