waheed ahmed
01-10-2015, 10:54 PM
Bawajood is ke kay zindah haiN abhii
Muhabbat tujh se shermindah haiN abhii
talkhiiy-e-haqiqat samne he le kin
Khuwaab bhii derikhshindah haiN abhii
paaouN shall kirchiiyaaN rezah rezah
Raqs ke taiwer paa.endah haiN abhi
ab koi rasm koi rishta koi soda bhi nahi
ham phir bhi shahr maiN zindah haiN abhi
_________________________________________
_________________________________________/
KyouN teri yad ne phir ghaira he mujhe
kyouN tera nam shajar pe kunindah he abhi
wo jise her MouD pe Muhabbat ho jati he
Waheed naam ka YahaN ek Bandah he abhii
ye bina chahe shru ho gaii ghazal let me think to complet it.