waheed ahmed
12-16-2014, 11:49 PM
Nazm
Koii Pooche bhii tu bataayeN Kiaa
Phir Derd aisaa ke cHupaayeN kiaa
ek derd-o-alm kii bastii he
aur mout JahaaN pe sasti he
ek raaj huwaa wehshat nagrii kaa
kia haal sunaaoN dehshat gardii kaa
Ye buzdil taalbaan basti he
saarii dunyaa in pe Hanstii he
phool se nihattay bachoN pe
ju zulm in darindah sift ne kiaa
Ju waar kiaa bhii tu pusht se kiaa
Kia tum ne aisa kaam kiaa
Buzdalii maiN pedaa naam kiaa
Daagh apnaa ab tm ko dikhaayeN kiaa
Kal apna damen bhi hum bachaayeN kiaa
Koii Pooche bhii tu bataayeN Kiaa
Phir Derd aisaa ke cHupaayeN kiaa
ek derd-o-alm kii bastii he
aur mout JahaaN pe sasti he
ek raaj huwaa wehshat nagrii kaa
kia haal sunaaoN dehshat gardii kaa
Ye buzdil taalbaan basti he
saarii dunyaa in pe Hanstii he
phool se nihattay bachoN pe
ju zulm in darindah sift ne kiaa
Ju waar kiaa bhii tu pusht se kiaa
Kia tum ne aisa kaam kiaa
Buzdalii maiN pedaa naam kiaa
Daagh apnaa ab tm ko dikhaayeN kiaa
Kal apna damen bhi hum bachaayeN kiaa