Rania
12-02-2014, 11:31 PM
Ham ne khuda ko pehchana magar us ki mar’rifat ka Haq ada na kiya.
Ham ne Quran padha magar us per aml na kiya.
Ham ne Rasool s.a.w se mohabbat ki magar sunnat par aml na kiya.
Ham ne adawat shaitani ka dawa kiya magar us ki mukhalifat na ki.
Ham ne jannat ko chaha magar us me dakhil hone ka saman na banaya.
Ham ne jahannam se panah mangi magar khud hi apne nafso ko us me daal diya.
Ham ne mout ko brhaq jana magar us k liye tayyari na ki.
Ham ne doosron ki aaib joi ki magar apne aayeb na daikhe.
Ham ne Allah ki naimten khai magar us ka shukr ada na kiya.
Ham ne murdon ko dafan kiya magar ibrat hasil na ki.
Dua hai k Allah hamen apne shukr guzar bandon me shamil hone ki toufeeq ata farmaye Aameen.