PDA

View Full Version : KahaaN nahiiN bin badel barsat (Nazm)


waheed ahmed
12-01-2014, 10:27 PM
maiN tu buht shairi ker chuka houN.............................................. ................,,,,,,,,,,,,,,,,






KahaaN naheeN bin badal bersaat jaari he
Woh hamaaraa ziker bhi nahi karte
Hamari fikar bhi nahi karte
Puraanne daagh bhi nahii dhulte
Hamare ghar ke aangan maiN
tu ab tak khizaaN ki soghaat jari he
Sunaa he tum bahaarouN maiN
chaman ko shaad karti ho
Hamara dil agar chamn hota
tu ham bhi aap se kehte
Ke aao jaanaaN hamaiN shaad ker do
Magar ham tum se yehi kehte haiN
Ke aao ek lafz likh hi do
NaheeN !! kaa ke ab ham ko hamari bhi
Zaroorat nahii he
Tu aao jaanaaN hamaiN berbaad ker do
Ke naa neend hamarii he na khuwaab hamaare haiN
PreshaaN kyouN ho tum iss shaairii se
Ke yehii tu Oqaat hamaari he
Kya ham ne tenhaa raat nahii guzaari he
Mer hi janaa he ek din
chend dino ki baat he
chend dino kii mulaqaat saarii he
KahaaN naheeN bin badal bersaat jaari he.






2. short poetry


Sunaa he!!!
peeche mud ke daikhne se!!!!
Dill Pathar kaa ho jaataa he!!!!!
Suno!!! JahaaN tum ne dill rakhaa thaa!!!!!!!!!!!!!!
WahaaN ab Pather kii morat he!


Waheed ahmed.

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.