PDA

View Full Version : mahrif quran


nazeer1
11-30-2014, 01:00 PM
:khob:nazur nazar ki jama hai jis ko urdu mai manat kaha jata hai

iski haqiqat ye hai k jo sharen kisi shaks pr lazim,wajib nahi tha

agar wo zaban se yenazar kr le or manat maan le k mai ye kaam kron

to ye nazar ho jati hai jis ka hukam ye hai k iska pura honawajib hai
agar chy asal se wajib nahi tha magar isk wajib ho janey k lieye shart to ba tafaq umat hai k wo kaam

sharen gunah or na jaiz na ho

agar kisi shakas k kaam ki nazar maan li to us pr wo gunah is se lazim nhi ho jata hai

balky isk khilaf karna wajib hai albta is pr kafra qasam lazim ho jaey ga or abu hanifa
wegera aima fiqa k nazdeek ye b shart hai k wo kaam aisa ho jis ki jins mai koi ibadat maqsuda

sharen

nimaz,roza,sadqa
qurbani wegera

hain ------- to agar koi shaks nafli nimaz rozey sadka wegera ki nazar maan le to

wo nafil usk zimey wajib ho jati hai iska pora krna isk lazim w wajib hai ayat mazkura se yehi

hukam hota hai is mai nazar k eza yani pora karne hukam dia gia hai:salam:

Aftab Afi
11-30-2014, 05:15 PM
Nice one bro per again mistake ki ap nay uffffffffffffff

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.