PDA

View Full Version : Zindagi kiaa he


waheed ahmed
10-01-2014, 10:20 PM
1. Zindagii Khudaa ki tarf se diya giaa aik tuHfaa he aur aik bar milti he
zindagii ko normal tareeke se guzaraiN...koi ghalt kam ju kisi ko nagwar guzre
jis se kisi ki feelingz ko nuqsan puNhce uthane se pehle 3 bar lazim he ke soch laiN
aur koi acha kam karne lagaiN tu blindly karaiN maslen kisi ki mali imdad kerni ho
aur woh aap se madad ki apeal kare aur aap us shakhs ko nahi jante houN tu us pe
blindly aitamad karaiN aur baghair kuch soche samjhe naiki karaiN, jitna aap kaa
ikhtiar ho zaroor karaiN.

2. We are all pakistani peopls shia ho sunni ho qaidyaani ho maseehi ho hindoo ho
We are all One nation when we meet each other must think that we are all equals ham sab baraber haiN
koi ajmi arabi ko muslim non muslim ka ferq nahi hona chahye. we can eat in one palte ...this is the real islam.

3. Ju ArsheeN sahiba ne kaha ke ye kia literature he so she have right to take this question and wo aik nasri nazm thii aur nazm likhna youN hota he Nazm aik hi subject rehta from starting to end aur aur u lafz haiN woh aik aznjeer ki manind hote haiN I mean ke lafz khoud bakhoud aate chalay jate haiN woh aik kaifyet ka nam he aur jab tak wo kaifyet nahi ho nahi likhna chahye aur ju aik tehreer wajood maiN aati he us ke bare maiN kuch nahi kahaa ja sakta ke woh kia shakal ikhtiyaar kare gii. so woh literature bhi ho sakta he ke jab us maiN koi illitration ka pehloo ager nikle...tu woh maiN ne nahi socha thaa. thank you,,,Be happy all memberz and good luck.

QUEEN OF HEARTS ...
10-02-2014, 01:35 AM
Sahi kaha

(‘“*JiĢäR*”’)
10-03-2014, 12:00 PM
Very nice

waheed ahmed
10-04-2014, 12:48 PM
Thank you Queens of Heart and jigar ji khush rahye.

sana khan
10-10-2014, 02:47 AM
http://www.MeraForum.Com/imagehosting/110385437027625a05.jpg (http://www.MeraForum.Com/vbimghost.php?do=displayimg&imgid=140)

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.