waheed ahmed
08-09-2014, 05:52 PM
Charaagh saa jala tha jo wo ab bujha bujha saa he
zeesat ki dopahar maiN wo aablaa paa saa he
Kusha-o-kash ke dhuwiaN maiN soch bhi dhuwaN dhuwwaN huwii
Nashaa sa lekin rooH maiN ab bhi ghula ghula saa he
abhi tak tu shehr maiN kisi ne aah bhii nahi bharii
abhi tak tu shahr maiN apna dil bhi kusha kusha sa he
jane kisi kii shaan maiN koii gustakhi tu sir zed nahii huwi
abhii se apnii soch ka her marahalaa mila julaa saa he
kal bhii ajnabii thay, ajnabii ka l bhi shayed rahaiN
phir bhi apna dil Waheed shehr maiN laga laga sa he
jiye Imran khan
Kusha ke kaii matlab yahaN 2 ko lia gia he ,,,,zahiriii aur kushada,,yani