Log in

View Full Version : shehr e raftigaaN


waheed ahmed
08-08-2014, 04:07 AM
Lot tu aayeN ham
phir koy-e-udhaas se
shehr-e-rafat.tigaaN ko
kiaa herm mil jaye gaa phir tera
tere dil zadagaaN ko
kiaa phir se jii uthaiN ge
Murjhaaye huwe dill
terastii huwii aankhaiN
Kapkapaate huwe lab
Jhilmilaate huwe ashk
rezah rezah bikhartii huwi shab
kia phir se jii uthaiN ge
raig-e-desht maiN uttay
sir boseedah perhanii-o-
chaalk-e-daamanii-o-ke basher
Ab kon hamaiN le ker jaaye
manzer-e-dill figaraaN ko
Lot tu aayeN ham
shehr-e-raftigaaN ko


shehr-e-raftigaaN= bachpan ya larkpan jahaaN aap ke dost ya sahaiyaN hahah ju bhi he mera khyal he

(‘“*JiĢäR*”’)
08-08-2014, 12:40 PM
Very nice

waheed ahmed
08-15-2014, 11:03 PM
thanks a lot jigar jii.....is poetry maiN alfaz ka chunao buht acha huwa he aur mujhe dosre fourm pe kafi saraha gia thaa

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.