waheed ahmed
08-07-2014, 01:20 AM
Ye bhii kesii ulfat ki ghaDii he dosto
Muhabbat tu judaaii ki kaDii he dosto
ranj-o-gham se ab Nijaat milne hii waali he
chaht kisi derd ki aaghosh maiN paDii he dosto
kabhi aaghosh maiN chupaa rakha tha us ne mujhe
kitini mushkil maiN thi ab kesi zid pe Adii he dosto
dil ab dair-o-haram maiN bhii lagta hi nahi
Jaan he ke kisi sooli pe chaDii he dosoto
raat us ne mujhe khuwab maiN dekha thaa Waheed
Kitinii paagal he ab derwazay pe khaDii he dosoto