shakeel
08-01-2014, 10:04 PM
Chand ko dekh kar guzartey they hum aksar apni ratien,
Kal jab chandni raat me khud ko tanha dekha to hum bahut roye,
Bhagho ke wo jhole jis par hum saath saath jhola karte they,
Kal raah chalte jab un jholo par kisi ko jholte dekha to hum bahut roye ,
Tou aksar kehta tha tumhe hasta hue dekh kar mujhe bahut khushi hoti hain
Kal jab khud ko hasta hue dekhne ki justju me aaine me apna chehra dekha to hum bahut roye ,
Tou kabhi bhi mujhe apni aankho se ujal nahi hone deta tha,
Kal jab taras gayi aankhe tumhe dekhene ko to hum teri tasveer ko sene se laga kar bahut roye,
Jab bhi koi gham hota tha teri goodh me sar rakh kar roo leta tha mein
Ab jab gham me mila to hum ghar ke ek kone me baith kar bahut roye ,
Kaise kati kal teri yaado ki hijr ki raat , "Aye Dost"
Aankhoun ke asnuon bhi khatam ho gaye hum tab bhi bahut roye ...!!