pakeeza
06-11-2014, 10:33 AM
Diya khud se bujha dena , hawa ko aur kya dena?
Sitaary nochny waalon falak ko aasra dena
Kabhi is taur se hansna k dunya ko rula dena
Kabhi is rang se rona k khud par muskura dena
Main teri dastaras chahoon , mujhy aisi dua dena
Main tera barmala mujrim , mujhy khul kar saza dena
Main tera munfarid saathi , mujhy hat kar jaza dena
Mera sar sab se uncha hy , mjhy muqtal naya dena
Mujhy acha laga MOHSIN usy paa kar ganwa dena