s_sableo
04-14-2009, 06:18 PM
hur ghari phirta hai ankhon mei tumhara chehra
zehen ki shaakh pe rehta hai yeh pyara chehra
tumney jab baat kahi humsey bicharr janey ki
kaash tum dekhtey us waqt hamara chehra
itni hairani sey taktey hain hamein sab jaisey
hum kahin bhool k ayein hain hamara chehra
sheher ki bheer mei khoya hu tumhari khaatir
maine is bheer mei khota hai tumhara chehra
log kehney lagey tasweer bana du teri
maine ik phool ka kaghaz pey banaya chehra
maine kamrey mei sajayi hain tumhari ankhein
maine kamrey mei sajaya hai tumhara chehra