waheed ahmed
05-26-2014, 12:49 AM
Dunyaa ke jhamghatouN maiN bhi nafs ki tenhaayii na gayii
So jatn ker chuke haiN lekin aablaa paayii na gayii
iss qader toot ki bersi he bersaat, daagh sare dhul gaye
Bajtii rahii shehnaayii lekin dil ki giryaa saraayii na gayiii
ek ham hi kyaa faizyaab ho chuke sub rafiqan-e-chamn
damen tu bher chuke haiN lekin rasm-e-gadaayii na gayii
Ishq ka fasana ben chuka ranj kaa bahaana ben chuka
mager kiaa kiijiye aadet apnii dill rubaayii na gayiii
Waheed koye-e-but-e-khana-e-garaaN maiN wo hangaame huwe
lekin soye-e-mehwishaaN tak sitm serouN ki shunwayii na gayii