Rania
05-24-2014, 07:20 AM
MALOOMAT E PAKISTAN
ki information dy rahi hun umeed hai ap sab ko pasand ay gi..
.
.
Q:- Jecob Abad Sindh Ka Purana
Name Kia Tha?
Ans:- Khan Gharh.
Q:- Jhangir Abad Kis Shehir Ka
Purana Name Hy?
Ans:- Shekhopura(punjab).
Q:- Pakistan Kay Konsay 2 Shehir
Darwazon Kay Shehir Kehlaty
Hein?
Ans:- Lahore Aur Multan.
Q:- Pakistan Mein Sab Se Pehlay
Marshal Law Kab Laga?
Ans:- 1958 Mein.
Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan
Ka Sab Se Bara Sooba Konsa Hy?
Ans:- Punjab.
Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan
Ka Sab Se Chota Sooba Konsa Hy?
Ans:- Balochistan.
Q:- Sooba Sindh Kay Izlah
Kaitnay Hein?
Ans:- Sooba Sindh Kay Kul Izlah
Ki Tadad 21 Hy.
Q:- 23 March Ki Kaya Aehmiyat
Hy?
Ans:- 23 March Qrardad Pakistan
ki Manzori Ka Din Hy.
Q:- Yaom.e.difah Kis Tareekh Ko
Manaya Jata Hy?
Ans:- 6 September.
Q:- Mashour Qissa Khwani Bzar
Kis Shehir Mein Waqya Hy?
Ans:- Peshawar (Sarhad) Mein.
Q:- Pakistan Kay Kis Shehir Ka
Purana Name Parash Pur Tha?
Ans:- Peshawar Ka.
Q:- Pakistan Ka Khushak Tehreen
Sooba Konsa Hy?
Ans:- Balochistan.
Q:- Halal.e.Ahmer Ka Dusra
Name Kia Hy?
Ans:- Red Cross.
Q:- Dunya Ka Sab Se Bara Matti
Ka Bandd Konsa Hy Aur Ye Kahan
Hy?
Ans:- Mangla Pakistan Mein
Waqya Hy.
Q:- Pakistan Kay Bannay Walay
3rd Behri Jahaz Ka Name Kia Hy?
Ans:- Lalazar.
Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara
Power House Kahan Waqya Hy?
Ans:- Hyderabad.
Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara
Qabristan Kis Shehir Mein Hy?
Ans:- Thatha Sindh Mein.
ki information dy rahi hun umeed hai ap sab ko pasand ay gi..
.
.
Q:- Jecob Abad Sindh Ka Purana
Name Kia Tha?
Ans:- Khan Gharh.
Q:- Jhangir Abad Kis Shehir Ka
Purana Name Hy?
Ans:- Shekhopura(punjab).
Q:- Pakistan Kay Konsay 2 Shehir
Darwazon Kay Shehir Kehlaty
Hein?
Ans:- Lahore Aur Multan.
Q:- Pakistan Mein Sab Se Pehlay
Marshal Law Kab Laga?
Ans:- 1958 Mein.
Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan
Ka Sab Se Bara Sooba Konsa Hy?
Ans:- Punjab.
Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan
Ka Sab Se Chota Sooba Konsa Hy?
Ans:- Balochistan.
Q:- Sooba Sindh Kay Izlah
Kaitnay Hein?
Ans:- Sooba Sindh Kay Kul Izlah
Ki Tadad 21 Hy.
Q:- 23 March Ki Kaya Aehmiyat
Hy?
Ans:- 23 March Qrardad Pakistan
ki Manzori Ka Din Hy.
Q:- Yaom.e.difah Kis Tareekh Ko
Manaya Jata Hy?
Ans:- 6 September.
Q:- Mashour Qissa Khwani Bzar
Kis Shehir Mein Waqya Hy?
Ans:- Peshawar (Sarhad) Mein.
Q:- Pakistan Kay Kis Shehir Ka
Purana Name Parash Pur Tha?
Ans:- Peshawar Ka.
Q:- Pakistan Ka Khushak Tehreen
Sooba Konsa Hy?
Ans:- Balochistan.
Q:- Halal.e.Ahmer Ka Dusra
Name Kia Hy?
Ans:- Red Cross.
Q:- Dunya Ka Sab Se Bara Matti
Ka Bandd Konsa Hy Aur Ye Kahan
Hy?
Ans:- Mangla Pakistan Mein
Waqya Hy.
Q:- Pakistan Kay Bannay Walay
3rd Behri Jahaz Ka Name Kia Hy?
Ans:- Lalazar.
Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara
Power House Kahan Waqya Hy?
Ans:- Hyderabad.
Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara
Qabristan Kis Shehir Mein Hy?
Ans:- Thatha Sindh Mein.