pakeeza
05-13-2014, 08:43 AM
*~*Aqwal-e-Maghrib*~*
1.Inssan k sath koi neki ki jae to isky muawazey k liye sal-ah-saal tk taiyar nahi hota lekin agr isky sath buraai ki jae to jld az jld inteqam k liye dorta ha.
(Shekespiar)
2.Dunya mein koi acha ya bura kaam nahi jo angrez na krty hon lekin aap inhen kabhi ghalati pr nahi paaen gy.wo hr kaam asool ki bina pr krty hen.wo aap se jang krty hen to watan parasti k asoolon pr'wo aapko lootay hen to karobai asoolon pr or agr aapko gulaam bnaty hen to saltanat k asoolon pr.
(Barnaad Shah)
3.Waqt se pehly apny iraday ka izhar na kro.
(Jaan Saiyran)
4.Mein apny khandan se ziyada apny mulk se mohabat krta hun lekin is se b ziyada mujhe bani noo insan se mohabat ha.
(Flain)
5.Jismaani bad-soorati k elawa b bad-soorati ki kai Qismen hoti hen.Maslan:
Ahmaq'Jahil'Lalchi or Hawas Parast hona.
(Aldas Kehsalay)