waheed ahmed
05-11-2014, 11:57 PM
Ye dil-o-dunyaa aur bahaar ka mausam
Mujh se buht khafa he piaar kaa masum
sham, shabab, sharab aur shararat
khoush houN dekhye qarar ka mausam
maiN ashiq mizaj houN mere samne na aanaa
werna dhoundte raho ge qarar ka mausam
woh sherma ke aayna daikhte rahe
aur hath se jata raha bahar ka mausam
Waheed aaj itni pii ki phir hosh na aaye
kal na daikhe tuu ye bahar ka mausam
Mujh se buht khafa he piaar kaa masum
sham, shabab, sharab aur shararat
khoush houN dekhye qarar ka mausam
maiN ashiq mizaj houN mere samne na aanaa
werna dhoundte raho ge qarar ka mausam
woh sherma ke aayna daikhte rahe
aur hath se jata raha bahar ka mausam
Waheed aaj itni pii ki phir hosh na aaye
kal na daikhe tuu ye bahar ka mausam