ღƬαsнι☣Rασ™
04-22-2014, 05:47 AM
https://fbcdn-sphotos-e-a.akamaihd.net/hphotos-ak-prn1/28769_202798756520999_1831870768_n.jpg (https://www.facebook.com/HaasilEIshq)
meri chahat tha wo meri anaa bhi tha
mere khamosh lehjon ki wo ik sada bhi tha
rehta tha subh-o-sham mere wajood main
meri awaz mera lehja tha meri adaa b tha
deta tha mujh ko wo zakham be-hisaab magar
hamdard b tha wo mera wo mera khair'khuwa b tha
ab us k zikar pe main aksar baat badal deta hon
kabi meri mohabbat ki inteha b tha
ajab kash-ma-kash thi meri zindgi main
poojna usy bhi tha or dil main khuda b tha