waheed ahmed
04-18-2014, 02:15 AM
Hazar chehre thay charah joo koii bhi nahiiN thaa
hazar dhonda tujh saa hoo bahoo koi bhi nahiiN thaa
youN tu ek kaarwaaN chala tha mere saath mager
maiN ne peeche muuD ker dekhaa to koi bhi nahii thaa
Bila muqaablaa jeet kii zaraa bhii khoushii na thiii
maiN ke ek bazi gar aur mere roo baro koi bhi nahi thaa
na jaane kyouN ubalne lagta he mujh maiN youN janooN
ke ye bhii bazm-e-dostaaN thii aur adoo koii bhii nahii thaa
Baday fakher se suna raha thaa apni muhabbtouN ke afsane Waheed
Halaanke is maiN sheer-e-aab-e- jooo koi bhi nahi thaa