waheed ahmed
04-16-2014, 07:03 PM
Dear freindz hamari dunya maiN ju bhi terqii huwii wo wars (jang) ki wajah se huwi dosri jang-e-azeem
ke baad kafi terqi huwi naii ejadat samne aayeN phir us ke baad usa and russia ke dermayan
star war ki wajah se huwii ye ju mobiles phonz haiN dish entinas haiN aur setlaites haiN ye sab
star war ki wajah se hasil huweeN. computer waghaira net work ye sab bhi star war ki wajah se.
Air formula jis maiN ham sance lete haiN
Nitrogen..............N2.......................... .............78.1%
Oxygen...............O2........................... ............20.9%
Argon..................Ar......................... ...............0.9%
Carbon di oxide......Co2.................................... .0.03%
Neon...................Ne......................... .............0.002%
Helium.................He......................... ..............0.0005%
Methane..............CH4.......................... ............0.0002%
Krypton...............Kr.......................... ...............0.0001%
Hydrogen.............H2........................... .............0.00005%
xneon.................Xe.......................... ...............0.000009%
First two gases making 99% Volume of Air
Nitrogen is making bound molecules of the Air...
Pure Nitrogen pressures ke liye istamal ki jati he aur moisture ko khushk kerne ke liye bhii
is ka use indutries maiN hota he aur hospitalz maiN bhi hota he aur pressure test flushing of system maiN
istimal ki jati he...chonke is gase ko kafii pressurize ia ja sakta he aur you temperatures ka itna zyadah
aser bhi nahi leti.
Oxygen Hmmmmmmmmmmmmmmmm
only 20.9% in our air.... but this is Life...oxygen is life
First necessity of life is water and then oxygen also is the part of water ager pani nahi hota
tu oxygen bhi nahi hoti is liye sceince dan pani ka ziker ker rahe haiN mureekh per
Oxygen aik Fire power he ager dunya maiN Oxygen nahii hoti tu aag bhi nahi hoti
phir ham khana kese pakate, hahaha ye ju ghar maiN khawateen gas jalati haiN ye oxygen ke b
baghair jal nahi sakti aap ke choleh ka ju burner he us ko bahir nikal ker daikhaiN
starting maiN us ke dono terf dono side per baray 2 soraakh ho ge ju ke hawa ke liye haiN
ke is maiN se hawa guzray aur aag jale kabhi aap in sorakh ko band ker dii jiiye aap ki aag ka
temp. buht lo ho ga aur us maiN se dhuwaiN ke badel uthaiN ge tu Pl. keep this two wholes always clear.
aur gari kese chalti he gari ko ju carbourator hota he wo air ko tezi se suck kerta he aur petrol
ke sath mila ker engine ke chamber maiN bhaijta he aur ju plug hota he wo aik timing ke his se
spark kerta he aur enjine maiN fire hoti he aur ju piston oper neeche move kerta
he aur crank shaft ko ghumata he...ye poora aik hisab hota he....
baat oxygen kii dunya ki koii aag oxygen ke baghair nahi jal sakti and oxygen jalne maiN maded deti he..
mujhe tu yahaN tak shak he ke oxygen ki buht badii miqdar sooraj maiN he tu wahaN aag jal rahii he
kaaynaat ki sab badi aag.
and pure oxygen with accetlyn gas welding maiN istimal hoti he ju lohe ko bhi pighla deti he
tu pure oxygen just like bomb is ke cylender maiN safety valvs zaroori hota he...
tu dosto.....ye sab kuch maiN likh raha houN aap ko kaheeN nahi mile ga... net work sights se maiN kuch maded louN ga aage chal ker maiN buht kuch likhne wala houN.. tu stay with me in this thred.