waheed ahmed
03-30-2014, 11:23 PM
Chashm-e-nam-deedaH her soo gaam guzrii he
aaj ki sham tere aashiqouN pe buht be-daam guzri he
Ab tere fasaane maiN kis kis ka ziker ho gaa ke
Her chend ke fasouN maiN tuu aam guzrii he
kisi ne yaad kiaa kisi ne bhulaa diyaa ho ga tujhe
Hamaari tu her shaam tere hii naam guzrii he
Ab tu ye haal he Sheikh jii ke youN guzrii he
Sajdah Khuda ko dil maiN parii gulfaam guzri he
ye koi ishq he ke fasouN he kuch tuu hi bata Naaseh
Zindagii is bazm maiN shadaaN he ke haraam guzrii he
Buutt bhi taraashe khoud adoo bhii ham ne banaaye
ab tak tu yahaaN jitni guzri he abhaam guzrii he
Ham bhi waqif haiN tamaam ek shakhs Waheed se
iss shakhs ki jitni guzrii yahaaN be-lagaam guzrii he