View Full Version : Bait Bazi
Pages :
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
[
15]
16
17
18
19
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-09-2011, 07:28 PM
Nahi Hai Tum Se Shikwa Tumhari Asi Sitamgari Ka ..
K Tum Ko Dars-e-Wafa Mila Hai , Udaas Rehna Udaas Rakhna .. !
M A H i
06-09-2011, 07:35 PM
wah ji wah
bhout A'alaa Sim Sim
'' Ajab riwajoon, Ajab mizajoon kay iss nagar main
Tumhara apna mizaaj thehra, Hamara apna mizaaj tehra : )''
aaj duniya nay woh sitam dhaye k dil toot gaya
teri baten tera andaz-e-wafa yaad aya
kash hum tujh ko mana letay na janay detay
mudaton bad ye ehsaas-e-khata yaad aya
Ab kay Hum bichray to shayad kabi khuabon mai mily
Jis trah sokhy huay pkool kitabon mai mily
Yeh Safar Bhii Kitna Taveel hAi YahaaN WaQt Kitna Qaleel hAi
KahaaN Lout Kar kOii Aaye Ga jO Guzar Gaya So Guzar Gaya
"Alif"
M A H i
06-09-2011, 07:55 PM
'' Ab tak dil-e-Khushfaham ko tujh se hain umiden
Ye akhiri shammen bhi bujhane ke liye aaa ''
اس دل ناداں کو اس سے ہے پیار بہت مگر وہ شخص بھی ہے فنکار بہت
نہ ملے تو ملنے کی جستجو نہیں کرتا اور ملتا ہے تو ہمارا طلبگار ہے بہت
Next........Tey
Share
M A H i
06-09-2011, 11:33 PM
OYE HOWE ROSE
ghazab dha dia is shair ny tou :handshake:
'' TALOOH-E-SUBHA SE LE KER GHAROOB-E-SHAM TALAK
TAMAM DIN KA AROOJ-O-ZAWAL DAIKH LIYA ''
Ankh rakhtay ho tu is aankh ke tehreer phar hoo
moun sai iqraar na karnaa tu hai aadaat is kee,,,
RoOZ SoOChTa HouN
06-10-2011, 10:29 AM
hmmmmm umdaaa
Ehd - o - peemaan - e - wafa pyar kai nazuk bandhaaan
toorh daitee hai zar - o - seem kee jhankaaar yahan
M A H i
06-10-2011, 11:48 AM
WOW! RoOZ SoOChTa HouN ...
(PHLE KIU NA DEAKHA YEH ZOUQ MEINE)
'' Na janey kaisay huvien gharQ Dil ki bunyaadain
Keh daiknay main to yeh shehr zair-e-aab na thA ''
Shaam
06-10-2011, 12:11 PM
aur kia ahd e wafa hotey hain
loge miltey hain juida hotey hain
nahi ishq main is ka tu ranj hamain k qaroro shakaib zara na raha
ghame ishq tu apna raqeeb raha koi aur bala se raha na raha
Alif
M A H i
06-10-2011, 11:30 PM
'' Ab to mehfil se bhi hota nahe kuch gham ka ilaaj
Pehle tenhai bhi gham bant liya kerti thI ''
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-10-2011, 11:56 PM
Is Raah Men Jo Sab Pe Guzarti Hai Wo Hum Pe Guzri Hai ..
Tanha Pass-e-Zindan , Kabhi Ruswa Sarr-e-Bazaar ..!
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-10-2011, 11:56 PM
Is Raah Men Jo Sab Pe Guzarti Hai Wo Hum Pe Guzri Hai ..
Tanha Pass-e-Zindan , Kabhi Ruswa Sarr-e-Bazaar ..!
Rafaqton k naye khuvab khushnuma hain magar
guzar chuka hai terey aetbaar kaa moasum
Mohabbaton mai jo gham mila hai yehi bohat hai
wo roney ka keh gaya hai yehi bohat hai
agar ab wo shaks mera nahi to koi gham nahi
gaey dino mai mera raha hai yehi bohat hai
itna majboor hoon taqdeer kay hathooon
na usey pane ka zarf hai na khone ka hosla.
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-11-2011, 04:44 PM
Aap Barham He Sahi Bat To Kar Lain Hum Se ..
Kuch Na Kehne Se , Muhabbat Ka Gumaan HOta hAI ..!
Itnay chop chaap ke rastay bhi rahain gay laa-ilam
Chor jaien gay kissi rooz nagar sham ke baad
Dewaron par lafz muhabbat likhna hai
Dil ki baaat baja hai likan likhay kon...
RoOZ SoOChTa HouN
06-12-2011, 03:23 AM
Naa bik sakeee kisse bazaar moosleehaaat mai khaabhi
maire zabaaan ke sadaaqaat mairee anaa kee tarhaan
na janay konsa aaseb basta hai mere dil main
k ju bhi thehra aklhir makaan choor gia
RoOZ SoOChTa HouN
06-12-2011, 03:26 AM
apni haalaat ka khud ahsaas nahi hai mujh ko
mai nai aooroun sai sunaa hai perishaan houn mai
Ik do rooz ka sadma ho to roo lain farhat
ham ko har roz k sadmat nai roney na diya.
RoOZ SoOChTa HouN
06-12-2011, 03:34 AM
abhi tu zid hai issay raasta badaal nai kee
woh rooaa gha bhi bahat maire chahataoun kai liya
aata hi nahi dil main reha'ii ka tasawur
bohat ajeeb jurm e mohabbat ki saza hai
RoOZ SoOChTa HouN
06-12-2011, 03:39 AM
is ka sittaam bbhi adaal sai khaali nahi
dil lai kai shairy ka saleeqa diya mujhay
Ye zakham e ishq kahan talak sanbhal kar rakhon
ajab shaks hai kuch day kay mangta bhi nahi..
RoOZ SoOChTa HouN
06-12-2011, 03:47 AM
is sai bhaar kai aur kya daita mohabbat ka sabooot
teree khooshuyoun kai liyaa khod ko dhukee kitnaa kya
ajab tamasha e ishq daikha Ellahi teri dunya mai
tere hi ek bandey nai teri yaad se ghafil kar diya...
ajnabi khauf fizaon main basa ho jaise
shahar ka shahar hi aseb zada ho jaise
rat ke pichle pahar ati hain avazain si
dur shahara main koi chiKh raha ho jaise
ek taghayyur pas e har shey hai magar zulm ki dor
abhi maloom nahi hai kai kaha tooti hai
tu samjhta hai kai khushboo sai mo'attar hai hayat
tu nai chakha hi nahi zehar kisi mousam ka
AankhOn Main Intizar Ke Lamhaaat Sonpkar
Neendain Bhi Meri Legaya Apne Safar Ke Sath
RoOZ SoOChTa HouN
06-12-2011, 09:19 PM
husun kai sath her shaakhs ko milta hai ghurooor
chanay waloun sai bezaar faqat tu hee nahi
Itnay chop chaap ke rastay bhi rahain gay laa-ilam
Chor jaien gay kissi rooz nagar sham ke baad
RoOZ SoOChTa HouN
06-12-2011, 09:35 PM
Dil hee na raha tu kya karain gai hum aarzoO
woh samnay bhi houn gai tu na hoo ghee ghuftagoO
Ossay Khareed lai tu mehnge daam honay tak
Ishq ki aagh jo Seenay mein laga baithe hain...
Na ab jagonga ratoon ko uski yadoon kai saharey
mai nai fitrat badalni hai uski nazroon ki tarah
Har ik shakhs k honton py thishnagi dekhi
her ik shakhs hai piyasa yahan muhabbat ka
ankhon mai khuwab sajane ki bhi saza hoi hai mujh ko
khilney se pehley hi jo toot jaey aisa ek arman hon mai
ik hum safaar ko khoo kai yeh halaat hoee Aadam
jungle mai jis tarhaan koee be Aas reh gaya...
aankhon main aaj kion nami si hai
har cheez kion thami thami si hai
kion aaj ye dil bechain beqarar sa hai
kion aaj mehsos hoi teri kami si hai
Is dil ne tere baad muhabbat bhi nahi ki
Hud yeh k dharaknay ke jisarat bi nahi ki
RoOZ SoOChTa HouN
06-14-2011, 12:52 AM
Is kai Cehray pai likha tha loghoun
khosh na tha mujh sai bhichaar kai woh bhi
ik cheharaa saath saath rahaa jo milaa nahiin
kisako talaash karate rahe kuchh pataa nahiin...
Nayai subah hai, nayai shaab hai, naya shahar hai, naya naam hai
Woh chala gaya usey bhool jaa, jo guzar gaya woh guzar gaya
RoOZ SoOChTa HouN
06-14-2011, 09:42 AM
ab yahan hamara kya kaam rehnay do inhain
is zamanay mai aatma bhee shayari karne lagee
M A H i
06-14-2011, 03:47 PM
haha RoOz
'' Ehd - o - peemaan - e - wafa pyar k nazuk bandha'n
toorh daiti hai zar - o - seem ki jhankaaar yahan ''
Shaam
06-14-2011, 04:10 PM
Na mainne usse khat likhe na usne meri panah chahi,
Dono ko apni be khudi pe malal kitna ajeeb sa tha,
ab apney beech maraasim nahi adaawat hai
magar ye baat hamaarey hi darmiyaaN rahey
M A H i
06-14-2011, 06:00 PM
nice shair Shaam &
wellsaid ROSE!
'' Ye zindagi ke niralay mousam humein to abh tak samajh na aye
Jo yaadgaar e hayat thehray thay abh wohi hain wabaal lamhaY ''
ღƬαsнι☣Rασ™
06-14-2011, 06:04 PM
Yeh tera Rehem hay mujh per k Meherban hay tu
Jo karta Adl tu main mustahiq tha Nafrat ka
PARSA
06-14-2011, 06:14 PM
ajab tanasub se Zehn O Dil mein khyal TaQseem ho Rhay hain
Mujhay Muhabbat Se hO gaye hay,Uasy muhabbat Sahikha Sikha k
RoOZ SoOChTa HouN
06-14-2011, 06:15 PM
aghaar tu itafaqun mil bhee jaee
tere furqat kai sadmay kam na houn gai
is qadar musalsal thin shidaten judai ki
aj pahali bar main ne us sa bevafai ki
M A H i
06-14-2011, 06:17 PM
nyc one Rao^
'' Apnaa paikar bhi mujhe zindaa'n nazar aane laga,
kashmkash mein hoon rihaa'ee khud se paa'oon kis tarah '' ?
RoOZ SoOChTa HouN
06-14-2011, 06:33 PM
hadsaaa hai magaar aissa tu alamnaak nahee
yani ek doost nai ek doost ko barbaad kya
ab tak to noor-o-niKhat-o-rang-o-sada kahun
main tujh ko chu sakun to Khuda jane kya kahun
Naii rUtooN Ki Hamayet Na Kar Sakaa Haasilll
Ajeeb Shakhs hAi ^ gUzrey dinoN kO rOta hAi
ik nazar dekh lun a jao qaza se pahle
tum se milne ki tamanna hai Khuda se pahle
Es aagh main tapish bhi hai paas akai dekhiye
lughtay hain door sai tu faqat rooshni sai hum
RoOZ SoOChTa HouN
06-15-2011, 09:24 AM
maazi pai ghuftaghoo sai woh ghaabra rahay thay aaaj
mai nai bhi aaj baat woh hee bar bar kee
ESs Main Shamil Hai Mere Bakhat Ki Tareeqi Bhi
Tum Siyah Rang Jo Pehno Gay To Yaad Aaon Ga
M A H i
06-15-2011, 04:03 PM
Rose for U
'' Ay dost zaraa aur kareeb e rag e jaan ho
Kia janae kahaan tak shab-e-hijran ka dhuwan ho
Mein uss ko teray naam say ta’abeer karoon ga
Wo phool jisay qurbat-e-shabnam bhi garaa'n hO '' : )
THANK YOU SWEETY SISO:;shyy:
Oss pe marte hain sab , par main nae jo jana tu mana
Lagta woh kuchh bhi nhi hai , jis pe ye dunyaa fidaa hai
Is aagh mai tapish bhi hai paas akai dekhiyaa
lughtay hain door sai tu faqat rooshni sai hum.
mere jism-o-jan main tere siva aur koi bhi dusra
mujhe phir bhi lagta hai is tarah ki kahin kahin koi aur hai
main asir apne gazal ka main faqir dasht-e-visal ka
jo hiran ko bandh ke le gaya wo subuktagin koi aur hai
Is khiyal main sun leen hazaaar bataein tariii
main tara husaan,tary husaane beyan tak dekhoon
M A H i
06-17-2011, 01:10 PM
'' Naamaabar tu hee bataa tuo'ny to dekhe honge
Kaise hote hain vo khat jinkaa jawaab aataa haI? ''
Noor ul huda
06-17-2011, 07:56 PM
itni aankho ka tha aankhoo may tehrna Mushkil
Hum nay iss Wastay her aik say chura lien aankhien
Shaam
06-17-2011, 08:05 PM
na poocho kitna hota hai mujhey unke jawab ka intizar
kitni asaanii sei wo jawab deina bhool jatey hain : )
aur
wo khat ke purzaa hawa me ura ura kar Shaam
phir kudh hi zalim masooom ban jaatey hain ,,,
Na sawal sood_o_ziyan ka ker, hay wo kia jo mujh ko milla nahi
Meray humsafar tu yaqeen ker, mujhay tujh say koi gilla nahi
Noor ul huda
06-17-2011, 09:33 PM
na sawal sood_o_ziyan ka ker, hay wo kia jo mujh ko milla nahi
meray humsafar tu yaqeen ker, mujhay tujh say koi gilla nahi
lovely!
Is kadar chahna usko na raas aaya,
wo mery paas sy guzra hy begana ban k..
RoOZ SoOChTa HouN
06-18-2011, 12:54 AM
khabi khabi tu yaqeen sai bhi koee baat karoo
her ek maqaam pai kartay nahi hain andazaa
M A H i
06-18-2011, 01:05 PM
'' Ab us ke barey mein kia sochne sey haasil hai?
Dek lenge jab bhi daftar-e-amaal khul jaayegA ''
RoOZ SoOChTa HouN
06-18-2011, 01:24 PM
hmmmm khub
ab zid mai duniyaa ke baher haal milaa kartay thay
warnaa hum donoo mai assee koee ulfaat bhi na thee
M A H i
06-18-2011, 01:46 PM
'' Ehd-o-peemaan-e-wafa pyaar k nazuk bandhaaan
toorh daitee hai zar-o-seem ki jhankaaar yahaN ''
RoOZ SoOChTa HouN
06-18-2011, 01:54 PM
naa pooch kiyun maire ankhoun mai agaee ansoo
jo tairay dil mai hai is baat pai nahi aaee
ek aansoo bhee asar jab na kare ai ''tishna''
faayadaa rone se ai deed-e-tar kuchh bhee naheen
RoOZ SoOChTa HouN
06-18-2011, 07:35 PM
nikaaala mujh ko jannat sai fareeb - e - zindaghee dai kar
diyaa phir shouq - a - jannat ka ye heraani nahi jaatee
ek se silsile hain sab hijr ki rut bata gai
phir wahi subah ayegi phir wahi sham a gai
mere lahu main jal uthe utne hi taza dam chirag
waqt ki sazishi hawa jitne diye bujha gai
Iqraar e wafa, ummeed e karam!
kuCH keh na sakay, kuCH BHool gaye
Waaday woh teray mubham, mubham!
kuCH keh na sakay, kuCH BHool gaye
Ehsaas k andaz badal jaate hain warna
Aanchal bhi usi taar se banta hai aur kafan bhi...........!
zabardast :-bd
ishq ko be naqaab hona tha
aap apna jawab hona tha
teri aankhon ka koi qasoor nhi
haan mujhi ko kharab hona tha
RoOZ SoOChTa HouN
06-19-2011, 09:38 PM
aa shama hum sai seekh zabt mohabbat ka hoslaa
ye kiyaa kai ek shaab mai tu sari pighaal ghaee
ek nazar dekh loon aajao saza se pehle
tumse milne ki tamanna hai khuda se pehle
Zafina
06-19-2011, 10:53 PM
Ek muhabat hay Badguman huna
ek haqeeqat hay dastaan huna
tu ju aye tu baat banti hya
warna umro ka rayegaan huna
ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai...
aur soch ke aangan mein utarta bhi wohi hai...
jis ne mere jazbon ki sadaqat ko na jaana...
ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai...
RoOZ SoOChTa HouN
06-20-2011, 02:16 AM
In hasratoun sai kahoo kahin aur ja bussein
itni jagha kahan hai dil daagh daar mai
ik rait ja zarra baacha tha ankhoun mai
abhi talaak jo musafir ka raasta dekhay
RoOZ SoOChTa HouN
06-20-2011, 02:29 AM
yeh shehaar rafiqaan hai aa dil zara sambhaal kai
miltay hein yahaan logh bahat roop badaal kai
ik Baar BhUlana Chaha Tha sO Baar wO hUm kO Yaad Aaya
ek Baar bhUlaney Waaley kO So Baar BhUla Key Dekh Liya....
RoOZ SoOChTa HouN
06-20-2011, 04:26 PM
agar wo is khouf sai sath nibhanay kai huq mai hai
khoo kar mujhay, ye larki kahin dhuk sai mar na jaee
es daur-e-bejunun ki kahani koi likho
jismon ko barf khun ko pani koi likho
oska mann saaf hai jaisay koi ujlah suraj
itna pakeeza kay meri duaon jaisa hai
M A H i
06-20-2011, 07:28 PM
'' Is Shab Raha Wo Dair Talak Mahav-E-Guftago
Masroof Main Bhi Kam Thi Faraghat Ussy Bhi ThI ''
Shaam
06-20-2011, 07:33 PM
is tarha sei aya hai merei pahloo me khushboo ki tarha
me us ko jitna sametooo bikharta jaye hai
M A H i
06-20-2011, 07:37 PM
'' Ishq ka jurm hai kaisa k mehak uttha hoon
Haar ban kar hain gale mein kisi ilzaam k phooL ''
lab pay ati ha dua ban ka tamana mer
zinadagi shama ki sorat ho khudaya meri
Shaam
06-20-2011, 07:55 PM
lamhey they kuch bachey merei pas so sang terei bita diye
ab mustaqbil ka koi sochey kia jo jee lia so jeee lia
Shaam
06-20-2011, 07:58 PM
hudd hai lol
osey khabar tou hogi ke shauq e talab me betha ho mei
wo bhi kia karei beniaazi us ki fitraat me hai....
aay raat k andh-yaaray ...mein jagay howay lamho!
Dhoondhoo ossay wo khawab-e Preshaan ki tarah tha
is qadar musalsal thin shidaten judai ki
aj pahali bar main ne us sa bevafai ki
Ishq kuch aise mitata hai nishan e hasti
jaise k raat ujaley ko nigal jati hai
M A H i
06-21-2011, 01:37 PM
'' Ishq ujrat talab na tha warna ....
Hum teray dar ki chaakri kartaY ''
Shaam
06-21-2011, 02:32 PM
yeh ramz e muhabbat hai isey asaan nahi samjhna
is me bik jaatey hain per bazaar nahi lagaatey
ye ankh zara num ho or barish ka mausam ho
mujhe lahaq tera ghum ho or barish ka mausam ho
Orhne do parindoon ko abhi shaukh hava mein
phir laut ke bachpann ke zamane nahin aatey..
pensive
06-22-2011, 09:18 PM
hai shouq aur zabt_e_shouq main din raat kashmakah,
dill mujhko , main hoon dill ko pareshan kiye huey....!!!
Yon lagtaa hai sotey jaagtey ooron ka mohtaaj hon main
Aankhein meri apni hain par Unn mein neend paraai hai
Ishq ki gehriyon ko tum kya samjhogey
ye wo dariya hai jisme sahil bhi doob jate hain
Nahi fursat yaqeen maano hamein kuch aur karne ki
teri batein,teri yaadein bahut masroof rakhti hain
Fanx Fa Sharing .. Every1 ..
nahin asbab kuch lazim subak saron ke uthne ko
gai ur dekhte apne bagair az bal-o-par shabnam
Shabnam Yun Uthti hai Jese Khuwab0nKa Dariya .. !!
W0 Bhi Meri Halaat Se Kh0b Munfard Hai .. !!!
Ishq ki gehriyon ko tum kya samjhoge
ye wo dariya hai jisme sahil bhi doob jate hai
ik Pyar ki jageer ka, maalik tha mein kabhi
pehlay se yonhi be sar o samaan tu na tha
Abb Neend se kaho Humse Sulah Karle FARAZ
Woh Duur chala gaya hay jis k liye hum jaga kartay thay
Ye yaad tha ke duwa karoon par utthe rahe mere haath yun
jese khwahishon ke hajoom mai kaheen kho gai teri aarzu
Aarzu Bas Itni C Hai K Tum Mil0 Muskura K ..
Tumari Hansi Me Ham Apni Zindagi Guzar Dengy .. !!
Yeh jo raat din ka hai khail sa, isay dekh is peh yaqeen na kar
Nahi aks koi bhi mustaqil, sir-e-aaiina, usay bhool jaa
Abb Neend sey kahoo Humsey Sulah Karley FARAZ....
Woh Duur chala gaya hay jis k liye hum jaga kartay thay
DreamGirl
06-27-2011, 03:16 AM
yahi hay na tumhe ham say bichar jany ki jaldi hay
kabhi milna tumhare masale ka hall nikalain gay...
RoOZ SoOChTa HouN
06-27-2011, 01:16 PM
yeh kaashmakaash alugh hai kai kis kashmakash mai houn
aata nahi samjh bahat soochtaa houn mai
ik na ik rooz kaheen dhoond hi loongaa tujh ko
thokaren zaher nahi hain k mai khaa bhi na sakoon
na gubar main na gulab main mujhe dekhana
mere dard ki ab-o-tab main mujhe dekhana
kisi waqt sham malal main mujhe sochana
kabhi apane dil ki kitab main mujhe dekhana
RoOZ SoOChTa HouN
06-27-2011, 05:00 PM
aur kuch is tarah dil mein bhee samaa gaye woh kai
ab hum apne hee dil mein apne sarkaar bhe kar nahin saktay
ye ajib khel hai ishq ka main ne ap dekha ye mojeza
vo jo lafz mere guman main the vo teri zuban par a gaye
RoOZ SoOChTa HouN
06-27-2011, 05:18 PM
Enqaar bhi kar nahin saktay Eqraar bhi kar nahin saktay
hum chahte to hain unhain bahat izhaar bhi kar nahin saktay
yahi bahut hai k dil us ko dhund laya hai
kisi k sath sahi vo nazar to aya hai
RoOZ SoOChTa HouN
06-27-2011, 05:42 PM
In qarbataoun nai aur bhi tanhaa sa kar diyaa
ab dermiyaaan humaray koee faaaslaa nahi
is daur-e-bejunun ki kahani koi likho
jismon ko barf khun ko pani koi likho
pensive
06-27-2011, 06:13 PM
ishq samjhy thy hum jis ko
tha wo bas ek na,rasai ka rishta.
meray aur us k darmya,n nikla.
umer bhar ke judai ka rihta.
M A H i
06-27-2011, 07:39 PM
Pensive Welcome to Bait baazi
'' Ab dil ki tammanna hai to aey kaash yehi ho,
Aansu ki jagah aankh sey hasrat nikal aaeY ''
Shaam
06-27-2011, 07:52 PM
yehi hai ishq ka dastoor ke jo bhatak gaya wo paagaya
yaha manzilo sei gharz yaha rastey hi tool tar hon
RoOZ SoOChTa HouN
06-27-2011, 09:52 PM
nadaan tha joo parinda woh urh urh kai thak ghaya
joo raamz Aashna tha, teh daam soo ghaya
Aa saka na wo aur na hum jaa sakey
dard dil ka na kisi ko hum suna sakey
yaadon ko lekar baithey hain unkiiiii
na wo bhula sake r na hum bhula sakey
ye yaad tha kai dua karon per uthey rahey mere hath yun
jese khuwahishon kai hujoom mai kaheen khoo gaii teri arzu
Zindagi jabar e musalsal ki tarah katti apni
jane kis jurm ki payi hai saza yaad nahiii
sorry...
U ..
US ko khushboo ki tarah sath b rakhon apnay
aur phir us ko zamane se chuppana chahon
RoOZ SoOChTa HouN
06-28-2011, 05:34 PM
nazaar in ke zabaan in kee, taajub hai kai is par bhee
nazaar kuch aur kehtee hai zabaan kuch aur kehtee hai
ik aansu meri palkon pe numanyan hi sahiiiiiiii
Log kehtay hain charaghan to charaghan hi sahi
RoOZ SoOChTa HouN
06-30-2011, 09:51 AM
Is ka haal ehwaaal na pooch barsoun baad faraz ko dekha
shair wohhe dil waloun jaisay shughaal wohhe bajaroun jaisa
(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
06-30-2011, 10:19 AM
Apni Tanhai Merey Naam Pey Abaad Karey
Kon Ho Ga Ju Mujhey Is Tarah Sey Yaad Karey
RoOZ SoOChTa HouN
06-30-2011, 12:51 PM
youn aghaar soochoun tu ek ek naaqsh hai seeenay pai naaqsh
Hayeeee woh cehraa kai phir bhi aankh mai baanta nahee
ek diya dil main jalana bhi, bujha bhi dena
yaad karna bhi usay roz, bhula bhi dena
phir na milnay ko bicharta hoon tujhse lekin,
mur ke dekhoon to palatnay ki dua bhi dena
RoOZ SoOChTa HouN
07-01-2011, 01:39 PM
ab tum aaaee hoo mairee jaaan tamaasha karnay
ab tu deriyaa mai talaataam hai na sakoun hai
Ik aashna kai bicharne se kuch nahi badla
hawa e shehar bhi lagti hai ajnabi ab tou
Us hi aik pall ki talaash mein, jisay log kehtay hein zindagi
Teri raah-guzer mein bikher gaeen, meri umer bhar ki musaafatein
na shikayaten na gila kare
koi aisa shaKhs hua kare
jo mere liye hi saja kare
mujh hi se baten kiya kare
ek shakhs nai pagal sa bana rakha hai Faraz
mai kitna samajhdar tha sb bhool chuka hoon
RoOZ SoOChTa HouN
07-02-2011, 11:29 AM
nighaah - wo - Dil ka fasanaa qareeb ikhtetaam aayaa
humain ab is sai kiyaa, aaee sehaar ya waqt shaam ayaa
aaj ham daar pe khainche gaye jin baaton par
kyaa ajab kal wo zamaane ko nisaabon main milain
na hareef e jaan na shareek e ghum shab e intizar koi to ho
kisey bazm e shoq mai laeyn hum dil e be qarar koi to ho
Os nay tapti hoi peshaani pay jab hath rakha
rooh tak aa gai taaseer maseehaaai ki...
ik masoom tkaddus mai bhigoya huwa Lams
kitna pakiza hay ehsas mai dhoya huwa Lams
!~*AdOrAbLe*~!
07-03-2011, 04:52 AM
sab se chupaye apna ghum ghumte hain
rone ka bas ek moka dhoondte hain
!~*AdOrAbLe*~!
07-03-2011, 04:53 AM
ik masoom tkaddus mai bhigoya huwa Lams
kitna pakiza hay ehsas mai dhoya huwa Lams
wa wa wa kya farmaya apne :smilestar:
Na rona es qadar k takleef ho humain
mout ko bhi mazaq samajh kar anjaan ban jana
tum jao hum se door to Ek kaam kar jana
kuch pal apne humare naam kar jana
Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye Hain
Dobara Aaj Khuda Se Gila Kar Ke Roye Hain
Kyon Na Likh Saka Tu Us Ko Taqdeer Mein Meri
Yeh Aik Khayal Soch Kar Phir aj Hum Roye Hain
naa koi phool tum jaisa kai mehak uthey
harey hue logon sey yon rootha nahi karte
EK sHAKS MERE DIL MEIN IS TARAH SEY UTAR GAYA
JAISEY WOH JANTA THA MERE DIL KAY RASTEYy...
yun arz-o-talab se kab ai dil patthar-dil pani hote hain
tum lakh raza k khu dalo kab khu-e-sitamgar jati hai
Is dil ne tere baad muhabbat bhi nahi ki
Hud yeh k dharaknay ke jisarat bi nahi ki
itni fursat bhi kisse hay lakin
gahe bagahey hamain poocha kijey
Ye ishq o muhabbat ehado wafa sub rasmi rasmi baten hain
her shakhs ana ki masti me bus apne khatir jeeta haI... ''
is daur-e-bejunun ki kahani koi likho
jismon ko barf khun ko pani koi likho
Nyc .. !!
Fanx Fa Sharing .. !!
onhain ye khwahish k hum zuban se izhaar keren
hamen ye aarzu k wo dil ki zuban samjh lain...
Na layna naam a qaasid faqat itna hi keh dayna
Jinhein tum bhool bethay ho, tumhein wo yaad kertay hein
naya mausam meri beenaii ko tasleem nahi
meri aankhon ko wohi khuab purana laa de
Ek khas had pe a gai jab teri berukhi
nam us ka ham ne gardish-e-ayyam rakh diya
aksar lout aata hon manzil se ye soch karr
mukammal ye safar us kai bina kaise karon
nahin minnat-kash-e-tab-e-shanidan dastan meri
khamoshi guftagu hai, bezubani hai zaban meri
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
07-10-2011, 02:37 PM
Ishq Hai Apne UsoOlOn Pe Azal Se Qayam ..
Imtehan Jis Ka B Leta Hai , Reayat Nahi Karta ..!
ankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengai
zinda hai dil toh aur sitamgarr bhi ayengai
Is dil ne tere baad muhabbat bhi nahi ki
Hud yeh k dharaknay ke jisarat bi nahi ki
Is ghar kai sabhi log mujhey chorney aa'ey
dehleez talak aaney ki us nai ye zehmat bhi nahi ki
RoOZ SoOChTa HouN
07-13-2011, 09:57 AM
In qarbataoun nai aur bhi tanhaa sa kar diya
ab dermiyaaan humary koee faslaaa nahieee
Miss Habib
07-13-2011, 11:32 AM
ek harf tasali ka, ek lafz mohabbat ka
khud apnay liye us ne likha to bohat roya
pehle bhi shikastoon pe khai thi shikast us ne
laikin wo tere hathoon haara to bohat roya
PaGli
07-13-2011, 01:30 PM
Aye To Youn Ke Jaise Hamesha They Meharbaan
Bhoole To Youn Ke Goya Kabhi Aashna Na Thay.....
yad e mazi azaab hai ya RAB
cheen lay mujh se hafiza mera
RoOZ SoOChTa HouN
07-14-2011, 08:42 AM
aisay kam raaz daan ghuzrain hain
rakh liya ho bharaam mohabbat ka
PaGli
07-14-2011, 07:02 PM
Acha khasa behtha behtha gum ho jaata hoon.
Ab main akser "main" nahi rehta "tum" ho jaata hoon
RoOZ SoOChTa HouN
07-14-2011, 07:40 PM
nazaar nighaaah dil kee shararaat humain pasand naheee
bahat qadeem riwayaat humain pasand naheee
ek harf tasali ka, ek lafz mohabbat ka
khud apnay liye us ne likha to bohat roya
pehle bhi shikastoon pe khai thi shikast us ne
laikin wo tere hathoon haara to bohat roya
RoOZ SoOChTa HouN
07-15-2011, 09:35 AM
ab aiseee shikastaa kishtee par sahil ke tamaannaa kaun karay
jaab kashtee sabit - wo - salaam thee sahil ke tamaanna kis ko thee
PaGli
07-15-2011, 12:53 PM
Etna Toota Hoona Ke Choone Se Bikhar Jaoonga
Ab Agar Or Dagha Doge To Mar Jaonga....
anaa pasand kabhi mohbbat nahi kartey
mohbbat un ka shewa hai jo khud ko maar daite hian
RoOZ SoOChTa HouN
07-15-2011, 06:16 PM
Na shaanaseee dahar kee taanhaa humain karte ghae
hotay hotay hum zamanay sai judaa hotay ghaee
!~*AdOrAbLe*~!
07-15-2011, 06:19 PM
Ek Pal aisa bhi jisme hum bhi nahi tum bhi nahi
Bas ek sparsh hai ek khushbu hai, kuchh saansein hain
ek samandar hai k mere muqabil hai
ek qatra hai k mujh se sanbhala nahi jata
ek umar hai jo bitani hai tere bager
ek lamha hai k mujh se guzara nahi jata
!~*AdOrAbLe*~!
07-15-2011, 06:27 PM
Ab Samjhayien bhi to kaise samjhayien hum apne is Machalte dil ko
Ek khobsurat payar ka rishta banaya tha woh tor ke chala gaya
ab tak to noor-o-niKhat-o-rang-o-sada kahun
main tujh ko chu sakun to Khuda jane kya kahun
NAGHMA haay gham ko bhi Aa dil ghaneemat janiye
bai sada ho jaiye ga yeh saaz - e - hasti aik din
Na wo din rahy na wo mhefilain na wo jann sy azeez log
waqt cheen kai lai gaya mery apne mujh se kahan kahan
ღƬαsнι☣Rασ™
07-16-2011, 12:32 PM
Na Jane Kon Si Had'do'n Tak
Hy Meri Chahato'n Ka Ye Silsila
Bas Itna Jaan Lo Humdum ! Main
Wabasta Bas Tum Hii Se Hoon ...
Naasih ko bulao mera imaaan bachaye…
phir dekh lia us nay muhabat ki nazar se
ღƬαsнι☣Rασ™
07-16-2011, 01:24 PM
ek Baar Aur Daikh Kar Aazad Kar De Mujhy?
K Main Aaj Bhi Tere Pehli Nazar Ki Qaid Mein Hoon..!!!
Nahi Hai Tum Se Shikwa Tumhari Asi Sitamgari Ka ..
K Tum Ko Dars-e-Wafa Mila Hai , Udaas Rehna Udaas Rakhna .
akhir wo bhi kahin ret pe baithi hogi
tera ye pyar bhi dariya hai utar jayega
RoOZ SoOChTa HouN
07-16-2011, 11:41 PM
apni halaat ka tu ehsaas nahi hai mujh ko
mai nai aooroun sai suna hai kai perishaan houn mai
Ishq aag mein qood para to agg bani gulzar
Aqal bare heran hoye jab bazi le gaya pyar
rachi hai ratjago ki chandani jin ki jabinon mein
'Qateel' ek umr guzri hai hamari un hasinon mein
na rasty main hi thahrain na apny ghar jain
ye faisly ki gharii hi chaloo bikher jain
hunny
07-21-2011, 12:45 AM
Na koi rasta na dager hai yahn....
Mager sab ki qismat safer hai yahn ,,,,
na janey ku hamai tum pe bara bharoosa hai
khayal rakhna qa'im ye etbar rahey
Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
07-22-2011, 11:25 PM
Ek TU He Na Mil Saka Humain Warna ..
Log To Humain Bichar Bichar Kar Mile ..!
' Ek Lamha Mila Tha Kehn'ne Ko
Zindagi Ki Baat Kia Karte? '''
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
07-23-2011, 07:09 PM
Ek Hijar Jo Hum Ko Laaheq Ha , Ta Dair Use Dohrain Kia ..
Wo Zehar Jo Dil Men Utaar LIa , Ab Us K Naaz Uthain Kia ..?
ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai...
aur soch ke aangan mein utarta bhi wohi hai...
Is saadgi peh kon na mar jaye aye khuda
lartay hai aur haath mein talwaar bhi nahi ....
PRINCE SHAAN
07-28-2011, 04:53 PM
اک تری آرزو سے ہے آباد
ورنہ اس دل میں اور کچھ بھی نہیں
Yeh zara zara si baat pe ,Tarah tarah ka AZAB kyun ??
Jo kisi se bhi khafa na ho mujhe US khuda ki talash hai
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
07-29-2011, 12:13 AM
Is Raah-e-Muhabbat Men Jo Sabhi PE Guzarti Hai Wo Hum Pe Guzri Hai ..
Tanha Pass-e-Zindan , Kabhi Ruswa Sarr-e-Bazaar ..!
rakhte hain kese apna bharam, kuch pata nahin
jitne safaid posh mile, be zaban mile
'' Ek Lamha Mila Tha Kehn'ne Ko
Zindagi Ki Baat Kia Karte? '''
es dil ne tere baad muhabbat bhi nahi ki
Hud yeh k dharaknay ke jisarat bi nahi ki
ik ajnabee daais mai kis tarhaan ghuzraa ho ga
tum na ho gai tu wahan kaun humara ho gha
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
08-04-2011, 01:23 AM
AnhkOn Men Sitaare To Kai Sarr-e-Shaam Se Utre ..
Phir Kun Na Udaasi DIL K Darr-O-Baam Se Utre ..!
Es bar wo talkhi he k rothe bhi nahi hum
Es bar wo laraie he k jhagra na karenge
es deed ki sahaat main kaiye rang hain larzaan
Mein hoon ke koi aur hai duniya hai ke tum ho
RoOZ SoOChTa HouN
08-08-2011, 10:32 PM
oothooo sataam zadoun chalain ye dukh kara sahee magaar
woh khoosh naseeb hai ye zakhum jis ko raass aagayaa
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
08-08-2011, 11:01 PM
Ab Wo Manzar Na Wo Chehre Nazar Aate Hen ..
Muj Ko MalOoM nA tHA , K Khwab B Marr Jate Hen ..!
Nadaan mai betha hon aas liye unki
suna para asmaan or badal pas nahi
Is dil ne tere baad muhabbat bhi nahi ki
Hud yeh k dharaknay ke jisarat bi nahi ki
Miss Habib
08-11-2011, 10:59 AM
Is Pyar Ke Safar Mein Mera Hath Thaam Lo
Manzil Per Pohanchnay Tak Kahien Dhool Na Ban Jaoun
nahi aati jo un ki yaad to muddaton nahi aati
magar jab yaad aatey hain to aksar yaad atey hain
RoOZ SoOChTa HouN
08-11-2011, 11:40 PM
Na baan para koee azaar jafaa kissee sai tu hayeee
adaaa woh yaad hai ghabraa kai rooth jaanay kee
es tarha pal mai mujhe begana kar diya usnai
kis tarha apno se khaii hai maine maat na poch
RoOZ SoOChTa HouN
08-12-2011, 12:15 AM
hum sai kya kya shikayatain hain inhein
jin ka apna koee usoool nahi
RoOZ SoOChTa HouN
08-12-2011, 12:16 AM
hum sai kya kya shikayatain hain inhein
jin ka apna koee usoool nahi
Itni shiddat se hmen tm pe pyar ata he,
apni bahon main bharen mar hi dalen tmko
oothooo sataam zadoun chalain ye dukh kara sahee magaar
woh khoosh naseeb hai ye zakhum jis ko raass aagayaa
Akhri baar milo
Aisa k jalty huay dil rakh ho jaen
nazar fareb-e-kaza kha gai to kya hoga
hayat maut se takara gai to kya hoga
nai sahar ke bahut log muntazir hain magar
na-i sahar bhi kajla gai to kya hoga
aur baat hai yeh ke wo nibha na saka
magr jo kiye they usne wo waadey ghazab ke they
Ye kis ny keh diya tum sy k bazi haar bethy hum aey dost
Mohhabbat mai luttaanay ko abhi to jaan baqi hai
in barishon say dosti achi nahi faraz
kaccha tera makan hai kuch to khayal kar
rishtay phoolon ke manind hotey hain
khun se senchoo to kheel jatey hain
na shikayaten na gila kare
koi aisa shaKhs hua kare
jo mere liye hi saja kare
mujh hi se baten kiya kare
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho
tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai
is qadar musalsal thin shidaten judai ki
aj pahali bar main ne us sa bevafai ki
Pareevash
08-12-2011, 10:54 PM
iss qadar zarf to rakhtay hain dunya walay
zindagi cheen k jeenay ki dua daitay hain
Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon
tum mere pas sey utho tu bura lagta hai
na socha na samajha na sikha na jana
mujhe a gaya khud bakhud dil lagana
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.