View Full Version : Bait Bazi
Pages :
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
[
14]
15
16
17
18
19
Miss Habib
04-20-2011, 12:48 PM
Ye tujhko jagte rehne ka shoq kab se hua
Mujhe to khair tera intizar karna he
Es qadar musalsal thin shidaten judai ki
aj pahali bar main ne us sa bevafai ki
ღƬαsнι☣Rασ™
04-22-2011, 07:20 AM
InteZaar Rehta Hey Har Shaam Apka
Raatein Kat,ti Hein Ley Ker Naam Apka
mUddat Sey Baithey Hein Ye Aas lUgaey
Key Aaj Aayga kOi Paighaam Apka ....
Miss Habib
04-22-2011, 08:50 AM
Aaj us ne dard bhi apne elahda kar liye
Aaj main roya to mere saath wo roya na tha
masoodjee
04-22-2011, 06:29 PM
aGAR jANAY kI zID hAI tO CHALAY jAO mAGAR sUNO.....
jALDI lAOT k aANA, mERI pEHLI mOHABBAT hAI.....
*~FaLaK~*
04-24-2011, 01:24 AM
intezaar ki kaie raatain guzri hain sajdey may
jisey rab se manga hai wohi nahi lakeeron may
~wish munda~
04-24-2011, 02:15 AM
Mere Naseeb Ne Jab Mujhse InteqaaM Liya,
Kahan Kahan Teri Yaadon Ne Hath ThaaM Liya,
Miss Habib
04-25-2011, 02:21 PM
Aya hi tha khayal k ankhein bheeg gai
Ansuu kisi ki yaad k kitne qareeb thay
Yo he mosam ki ada dehk kar yaad aya!
kiss kadar jald badal jatien hain insan jana..................
PRINCE SHAAN
04-27-2011, 01:54 PM
اَب کس سے کہیں اور کون سُنے جو حال تمُھارے بعد ہُوا
اس دل کی جھیل سی آنکھوں میں اِک خواب بہت برباد ہُوا
alif
DreamGirl
04-29-2011, 02:54 AM
App k hote dunia waley mere dil pe raj karein..
mujh se app ko shikwa hai kiyon app ne be perwai ki
Ibn-e-Adam hun insan se Mohabat ki hai
Aag ka chand ka Pathar ka paristar nahi
DreamGirl
04-29-2011, 03:23 AM
nice
isi aihtiyaat mein wo rahaa, isi aihtiyaat mein main rahaa
wo kahaan-kahaan mere saath hai kisee aur ko yah pataa na ho
oljhay huay haalaat ka shikwa na kiya kar
khairaat mein khushiyon ki tamanna na kiya kar
haalaat hamain aik kabhi honay nahin dengay
ae DOST meray, meri tamanna na kiya kar
DreamGirl
04-29-2011, 03:33 AM
Raaston kaa ilam thaa ham ko na simton kii Khabar
Shahar-e-naamaaluum kii chaahat magar karte rahe
ey hasrat e deedar ye kia raaz hai aakhir
wo samney aatey hain to dekha nahi jata
!~*SOoLi
04-29-2011, 04:13 AM
Asma'n Say Nazara Howa Roshan Qandeel Ka..
Aarasta Ki Shab-e-Hijr Jab Teri Yaad Say..
~*Gillanii..
Anokhi<3
04-29-2011, 12:54 PM
Thred moved to shayari games..
Yaad Ki Jhell Main Sab Kashtian Jala Dena,
Itna Aasaan Nahein Logon Ko Bhula Daina
Alif
RoOZ SoOChTa HouN
05-06-2011, 12:06 AM
ab yaad nahi mujh ko faraaz apna hee peekaar
jis rooz sai bhikraa houn simmat kar nahi dekha
aja k abe zabat ka mousam nahi guzra
aja k abe paharo per berf jami hai
khushbo k jazero se sitaro ke hado tak
sab kuch hai is sher mein bas tere kami hai
RoOZ SoOChTa HouN
05-06-2011, 11:36 PM
Is saadghee mai kaun na mar jae aa khudaaa
kartay hain qaataal, haaht mai talwaar bhi nahi
Samia
05-10-2011, 04:10 PM
Irade jin k pukhta hoon,Nazer jin ki KHUDA pr ho
Talatum khaiz mojooon se wo ghabraya nahi kertey.......
!~*SOoLi
05-10-2011, 04:15 PM
Ye Daulat Bhi Lay Lo, Ye Shohrat Bhi Lay Lo,..
Bhalay CHeen Lo Mujhsay Meri Jawani..
Magar Mujhko Lauta Do Bachpan Ka Sawan,..
Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani..
M A H i
05-10-2011, 09:45 PM
'' Itnay jhatkay se to parbat bhi ukharr jatay hain
Holay holay se daaman ko churraya hotA ''
Samia
05-10-2011, 09:52 PM
aanson ke Silsiley ko na do ZIndagi ka Naam
Jeene ke bawajood bhi Mar Jate hain Kuch Log...
Shaam
05-10-2011, 10:01 PM
gintey they jinhey muhafiz e tamanna e dil
unho ne hi dil ko Shaam sab sei be qeemat jaana....
M A H i
05-11-2011, 01:33 PM
'' Alfaz main jo durd ko hum, tool rahay hain
Ashar nahin zukhm e jigur bool rahay haiN ''
Shaam
05-11-2011, 01:56 PM
na yeh hamari kismat ke visaaal e yaar hota
agr aur jeetey rahtey yahi intizaar hota...
M A H i
05-11-2011, 02:00 PM
'' Aasan nahin hai kashmkash zaat ka safar,
Hai aag'hi k baad gham-e-aag'hi bohuT ''
Shaam
05-11-2011, 02:05 PM
tere aanei ki jab mahkey
teri khusboo sei saara gher mehkei...: )
M A H i
05-11-2011, 02:07 PM
'' Is sey pehley ke rut badal jaaey
apney saarey gulaab ley jaanA ''
Shaam
05-11-2011, 02:08 PM
ab ke gulshan me akhri phool khilein hain
ab ke baad baharon tak jiye ga kaun : )
M A H i
05-11-2011, 02:12 PM
'' Nigah-e-dost kab tak yeh fareb-e-himmat afzai ?
Yahin tak ishq mushkil tha,yahin se ishq asaan haI ''
Shaam
05-11-2011, 02:22 PM
ishq bhi kehtein hain aur maslahein bhi rakhtey hain
dunya walo ne diye hain cheezo ko naam kia kia
M A H i
05-11-2011, 05:29 PM
'' Ajab sham khari hai kahin sey a jao..
bari odas ghari hai kahin sey a jao...
kisi sey milna or mil kar bichar jana...
saza ye itni bhari hai kahin sey a jaO ''
Shaam
05-11-2011, 06:37 PM
Or tha kuch mera irada ab ke tark e mulaqat tha
dekha usey tou dil ne kaha choro sab bus ajao... : )
Oss pe marte hain sab , par main nae jo jana tu mana
Lagta woh kuchh bhi nhi hai , jis pe ye dunyaa fidaa hai ...............
M A H i
05-12-2011, 06:02 PM
'' Yeh Hijar Kya Hai,
Wisal Kya Hai,
Yeh Gardish-o-Maah-o-Saal Kya Hai,
Yeh Jumla Rasmi Sahi Magar Tum,
Kabhi Toh Pucho K Haal Kya Hai.....???? ''
is dard kai baad koee dard dard nahi lughta
Kay shiddat - e - dard kee inteeha hoti hai mohabbat
Samia
05-13-2011, 01:35 AM
Tumhara naam likhne ki Ijazat chin gai jab se
Koi b hurf likhta hoon tu ankhain bheeg jati hain
RoOZ SoOChTa HouN
05-13-2011, 05:32 PM
nighaar yaar ka kiya hai, hoii, hoii na hoee
yeh dil ka dard hai piyaray,,, gaya gaya, na gaya
aja k abe zabat ka mousam nahi guzra
aja k abe paharo per berf jami hai
khushbo k jazero se sitaro ke hado tak
sab kuch hai is sher mein bas tere kami hai
nxt word is "i"
RoOZ SoOChTa HouN
05-15-2011, 02:04 AM
Is mai shaamil hai mairee baakht kee tarikee bhe
Tum siyaah rang jo pehnoo gee to yaad aaon ga
Ajeeb Hein bOhet Yeh Bandishein mUhabbat Ki
Na Us Ne Qaid Me Rakha Na hUm Farar hUway ...
~wish munda~
05-16-2011, 01:02 AM
Kitna Mushkil hai Muhabbat ki Kahani Likha ....
Pani say Pani pay Paani likhna .....
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-16-2011, 04:22 AM
Ap ko bhool jain hum aissy to halaat nahin
Ek zara sa dil toota hy koi bari baat nahin
nahin aata wafaon say hamen damn bachalena
tumhin pr jaan dedengy kisi din aazmaa lenaa
Samia
05-16-2011, 09:57 PM
Aadat hi bana li hai Tum ne to MUNEER apni
jis sheher meiN bhi rehna uktaaye hue rehna
ab to ashk bhi honton se chura leta hoon
haath se khud inehin poncho gai to yad ayon ga
Ankho main raha dil main utar kar nahi dekha
Kishthi ke musafar ne samander nahi dekha
Pather muji ketha hai mera chahne wala
main moom hoon us ne muji chookar nahi dekha
Last word is "A"
Samia
05-17-2011, 01:11 AM
Ankhein KhulleiN tO jag utheeiN hasrateiN tamaam
uskO b Khoo Deya Jisey Paya Tha Khuwaab meiN ..
Na hongay hum tou aey jan-e-tamanna, terey jalwey bhi
Bari mushkil main par jaein gay mehroom-e-nazar ho kar
RoOZ SoOChTa HouN
05-17-2011, 09:34 AM
rehtay howay is jahaan mai muddaat ghuzaar ghae
phir bhi apney ko ajnaabe pata houn mai
Samia
05-17-2011, 10:23 AM
iK Aag Thii Keh Jaltey Rahey Jis Mein Umar Bhar
iK dArd Tha Keh Jis Mein Khyanat Kabhii Na Kii
RoOZ SoOChTa HouN
05-17-2011, 10:58 AM
Intekhab na bhi kartay
Usko to dil mein utrna hi tha
Taqdeer mein uska milan na sahi
Bicharna tu likha tha................
abhi kuch aur karri dhoop mein chalna ho ga
rabt itna na barha saya-e-deewar ke sath
"H"
Miss Habib
05-17-2011, 11:47 AM
Har Ek Paaon Mujhe Raundete Hove Guzre
Na Jaane Kon Si Manzil Ka Rasta Hun Me .. !!
Ek vadaa hai kisii ka jo vafa hota nahin
Marmari taaron bhari raaton mein kya hota nahin
Next N
RoOZ SoOChTa HouN
05-17-2011, 06:13 PM
Nahi Nigah mai Manzil to justajooo hee sahi
Nahi wisaal Muyasar to aarzoo hee sahi
Is aik aas per mur ker kabhi nahee dekha
Ke jis ne chhorh diya hai wahi pukaregaa
Next Word "A"
M A H i
05-17-2011, 06:35 PM
'' Anaa pe chot pere bhi to kon dekhta hai?
dhuaan sa dill se uthai bhi to kon dekhta hai?
mere liye kabhi matti pe sardion ki hawa!
tumhara naam likhai bhi to kon dekhta hai? ''
ik tabassum zara sa bhi .....
ik sahaara hai bay-sahaaron ko :)
os parhe bahaar par, aag lage kanaar mein
tum jo naheen kanaar mein lutf hee kya bahaar mein
''N''
RoOZ SoOChTa HouN
05-18-2011, 12:23 AM
Na seh sakoun gha ghum - a - zaat ko akaila mai
kahaan tuk aur kisse par karoun bharoosa mai
PRINCE SHAAN
05-18-2011, 01:43 AM
Nazar jab tumse milti hai mein khud ko bhool jata hoon
Bus ik dharkan dharakti hai mein khud ko bhool jata hoon
Nafrat k janglon main moqeed na kar mujhe
mujhey tu sirf piyar ka mahool raas hai
RoOZ SoOChTa HouN
05-21-2011, 10:31 AM
ik nafrat hee nahi duniya mai dard ka saabab
Muhabbat bhe sakoun walon ko bareei taakleef daite hai
Ishq nay seekh hi lee waqt ki taqseem k ab
woh mughay yaad to aata hai magar kaam k bad
Dard ho dil mai to dua kijiye...Dil hi jab dard ho to kia kijiye...
RoOZ SoOChTa HouN
05-21-2011, 02:56 PM
Ek shaks Paband kar gaya mujhey lamhon ki qaid main
Aankhon main apni yaad k pehrey bitha gaya
apni tasweeron se hi ab jee ko behlata hai wo
iss tarha mein ne kabhi dekha na tha tanha ose
"E
RoOZ SoOChTa HouN
05-21-2011, 06:59 PM
Es akailay paan ke aziyaat ka ab gillaa kaisa
khoud hee tu aoroun sai ho ghae thay alugh
huii hai shaam to aankhon main bas gayaa phir tuu
kahaan gayaa hai mere shahar ke musaafir tuu
woh kese loog hain ya RAB jinhon ne pa liya tum ko
hamein tuu ho gia dushwaar milna ik insaan kaa
RoOZ SoOChTa HouN
05-22-2011, 01:01 AM
aik bhi tu dekhoo manzil paar
jis ko dekha ho rehnuma k siwaa
aashiqii be-dilii se mushkil hai
phir muhabbat usii se mushkil hai
tuu baa-zid hai to jaa 'Faraz' magar
vaapasii us galii se mushkil hai
next is i
Hm k thehry ajnabi itni mudaraton k baad....phir bny gy aashnaa itni mulakaton k baad
ik naam jhilmilane laga dil ke taaq per
ik yaad jaise baais e raahat si ho gayi
M A H i
05-23-2011, 02:03 PM
Ik Khalish ko hasil-e-umer-e-rawan rehnay dia
jaan kar ham ne unhen naa meharabaan rahane diya
Shaam
05-23-2011, 02:06 PM
ab hawaon ke chalney ka koi khauf nahi mujhey
ek aas ka dia tha so mei nei bujhadia
Ajeeb sheesha gar hain terey shehar kay loog
Muramat kanch ki karte hain pathar k auzaron se
M A H i
05-23-2011, 02:10 PM
'' Ek paravaaz dikhai di hai
teri aavaaz sunaai di hai
jis kii aankho'n mein kati thi sadiyaa'n
us ne sadiyo'n ki judaai di hai ...''
Shaam
05-23-2011, 02:13 PM
is tarha tere chalei jaaney sei kuch farq nahi parta
bus hota kuch youn hai merei lia waqt nahi chalta
Ab us ke barey mai kia sochne sey haasil hai
Dek lenge jab bhi daftar-e-amal khul jaayega
M A H i
05-23-2011, 04:26 PM
''Abhi se hosh urey maslihat-pasandon ke
Abhi main bazm men aya abhi bola kahan'' ?
Na tha kuch tho khuda tha, Khuch na hotha tho khuda hotha
Daboya muj ko hone ne, Na hotha main tho kia hotha
Shaam
05-23-2011, 04:31 PM
ab ke koi tohmat bhi karb e waja e ruswai nahi
zinadgi ek umr sei chup hai tere israar per.
rudad-e-muhabbat kya kahye kuch yad rahi kuch bhul gaye
do din ki masrrat kya kahye kuch yad rahi kuch bhul gaye
Shaam
05-25-2011, 06:58 PM
esey hi tou nahi us ka yah andaaz e rukhi
zaroor meri muhabbat ne us ko sataya hoga.
ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai...
aur soch ke aangan mein utarta bhi wohi hai...
jis ne mere jazbon ki sadaqat ko na jaana...
ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai...
In ankhon ne koi khawab sajaya hi nahi
Hamare dil ki gehrai ko koi samjh paya hi nahi
Kisi ko mehsoos ho kammi hamari
Shayd Khuda ne humein aisa banaya hi nahi
M A H i
05-27-2011, 11:10 PM
Is khayal say soye nahi hum raat bhar
k khof-e- khawab-e-guzishta .. jaga na day phir mujhe
Shaam
05-27-2011, 11:13 PM
ebrat e wafa ke manzar jo kabhi dekhna hon
kisi raat meri ankhon me tum jhank leina
M A H i
05-27-2011, 11:33 PM
ApnI WaFa kA iTnA dAwa nA kAr MeRe dOsT
MeNe rOoh kO JiSm Se bEwaFaI krTeY dEkAh haI
Shaam
05-27-2011, 11:37 PM
: )
is tarha sei bhi hotey hain kuch pagal hum jaisey
phelaa letey hain ek zaat jism sei rooh talak.
M A H i
05-28-2011, 12:12 AM
''kis tahra tumko bana loon main shareek-e-zindagi?
Main tu apni zindagi ka baar utha sakti nahi
Yaas ki tarekhiyon main doob jane do muhje
Ab main shamah-e-aarzoo ki luo barha sakti nahi''
RoOZ SoOChTa HouN
05-28-2011, 12:42 AM
itni kawish bhi na kar maire aaseeri kai liyaaa
tu kahin maira ghiriftaaar naa samjha jaee
ek na ek roz kahin dhoond hi loongaa tujh ko
thokaren zaher nahi hain ke mai khaa bhi na sakoon
DreamGirl
05-28-2011, 02:41 AM
Nafrat hi to milti hai, mohabbat karne waloon ko janaa,
warna zamaaney ko, mujhse bhalaa kya dushmani ho ?
Osnay milney ki bhi ajeeb shart rakhi
Chal k aao sookhay patton pe lekin koi aahat na ho :)
M A H i
05-28-2011, 05:56 PM
''OSne Seekha Hi Nahi Wafa Karna
Humne Rakhi Nahi Talab aur Koi ''
Shaam
05-28-2011, 05:59 PM
is hisaab ko chorta hoo ab khuda ke lia
is sei ziada wafa mere bus me nahi.....
ik Baar Jo Usko Dekhon To Ho Jaon SHifayaab
Muhabbat Bhi Kya Cheez Hai Marne Nahi Deti..
RoOZ SoOChTa HouN
05-29-2011, 12:49 AM
Ik ghooshaa hai yeh duniyaaa ussee weraanay ka
khaalq kehti hai jissay, Dil teray dewanay ka
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-29-2011, 07:05 AM
Aik Aisa Shakhs hay Meri Zeest mein Mohsin
Jo Meri Umer hay Aur Mein Uska Lamha bhee Nahee
ღƬαsнι☣Rασ™
05-29-2011, 07:17 AM
Ek Khwahish Hey .. Us Dil Tak pOhnchein Ye Sadaayein
Key dO DilOon Ki DhadkanOon Mein Koi dOori Na Rahey
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-29-2011, 07:54 AM
Ye too mumkin hi naheen tha k wo rasta bhool jayee
hum ny dewar-o der jala rakhy thy,tum chiraghoon ki bat kerty ho?
ღƬαsнι☣Rασ™
05-29-2011, 09:50 AM
Oski dOori Ney Cheen Li Hein mUjhsey Sharartein Meri
Aur lOg Samjhtey Hein Key bOhet sUlajh Gaey Hein hUm.. !
mere dil kay kisi kone men aek masoom sa bacha
baron ki dunya dekh kar bara hone se darta hai..
RoOZ SoOChTa HouN
05-29-2011, 07:01 PM
inhein sochoo sai ghabra kar woh phir khud he sai larta hai
Mai is be - raihaam duniya mai akailee jee bhe sakta hoon
ღƬαsнι☣Rασ™
05-30-2011, 09:21 AM
Na hongay hum tou aey jan-e-tamanna, terey jalwey bhi
Bari mushkil main par jaein gay mehroom-e-nazar ho kar..
reste huye zakhmon k siwa kuch b na de saka
Qismat ka DIVTAA bhi shiayed gareeb tha....
Aj to be_sabab udas hy ji...
Ishq hota to koi baat b thi...!
ik terii tamannaa ne kuchh aisaa navaazaa hai
maaNgi hii nahiin jaatii ab koii duaa mujh sey
RoOZ SoOChTa HouN
05-31-2011, 01:03 AM
yeh wehaam sa hotaa hai mujhay dekh kar in ko
seeeraat ka khudaa aur hai sooraat ka khudaa aur
*~FaLaK~*
05-31-2011, 02:23 AM
rihaai paa sakon kaise mai magar
raasta nahi aseeri ke siwaa
Azzaiyatoon k tamam nashter mri ragoon mai utaar k
Bari muhbt say poochta hai k tri ankhoon ko kya hua
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-31-2011, 02:45 AM
Ajab silsia hay namaz-e-mohabbat ka
Qaza kar k bhi roy, Ada kar k bhi roy
Ye soch liya hai kay abb kisi ko bhi awaz nahi deni
Kay abb main bhi tou dekhun koi kitna talabgar hai mera
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-31-2011, 02:56 AM
aur dunyia main bhala Kon humara hoga
Dil Jo Tarpa hai Yea Tum Ney hi Pukara hoga
ab to apni yaad bhi dilani parti hai usko
shayad meri qurbat se ukta gaya hai wo
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-31-2011, 03:06 AM
Oos ka sitam bhi adal sa khali nahin
dil lay kay shairi ka saliqa mujhay dia
alfaz gira daite hain jazbat ki qimat
jazbat ko lafzoon mai na dhala karo wasi
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-31-2011, 03:17 AM
Inkaar ki si lazaat iqraar mein kahan hay
Barhata hay shooq Ghalib un ki nahn nahin say
ye bhi ek tamasha hai bazar e ulfat mai GHALIB
dil kisi ka hota hai or bus kisi ka chalta hai :)
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-31-2011, 03:32 AM
isi sabab say falak ka gila nahin kartay
teray firaaq mein dil ko bura nahin kartay
ye dunya ek lamhe mai tumhe barbad kar dai gi
mohbbat mil bhi jaey to usey mash'oor mat karna
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
05-31-2011, 03:39 AM
Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash kir
Mosam naya hai, tazah thakane talash kir
last :)
raah e wafa mai hum ko khushi ki talash thi
do gaam hi chaley they k har gaam ro parey
RoOZ SoOChTa HouN
05-31-2011, 09:34 AM
Yeh pyar muraaawat yeh ekhlaas wafa daari
Laafzoun kee tijaaaraat hai laafzoun kee khare daari
M A H i
05-31-2011, 10:34 AM
'' Iss duniya mein kab kisi ka dard apnate hain log?
Rukh hawa ka dekh her aksar badal jaate hain loG ''
Geelay kaghaz ki tarah thehri zindagi apni
koi likhta bhii nahi koi jalata bhii nahi .....
Iss darja ehtiyat se likha hai khat usey
roya hoon yoon k harf bhi giley nahi hoye
so nice siso..
Ezhaar ko dasti hay her roz naee uljhan
ehsaas pe lagta hay her shaam niya taala
Samia
05-31-2011, 10:28 PM
Aja k Abi Zabat KA musam Nahi Guzra
Aja k paharon pe Abi Baruf Jammi Hai
Khushboo K jazeeron Say Sitaroon ki hadoon tak
Iss Shehar MAin sub Kuch hai Bas ik Teri Kammi Hai.
Is say pehlay key utthein sab ki nigaahein mujh per
Apni aankhon mein chupa lay mujhay oujhal ker day
RoOZ SoOChTa HouN
06-01-2011, 12:22 AM
youn tu mohabbat ko chupa laina aasaan hai laikin
ankhoun sai yeh khaambhaakt chupaee nahi jaatee
es raah-e-muhabbat mein tou saath agar hotaa
har gaam pa gul khilate Khushbo kaa safar hota
RoOZ SoOChTa HouN
06-01-2011, 12:35 AM
aisay aisay motebir cehroun sai khaee hain fareeb
zindaghee bhar ab kissse se koe risthaa mumkin nahi
*~FaLaK~*
06-01-2011, 01:55 AM
ilaj-e-gham dhondne ussi hi ke dar ja pohanche
jisay kamal hasil tha zakhm-e-wafa denay may
RoOZ SoOChTa HouN
06-01-2011, 01:52 PM
Yeh un kai beerukhee kee inteehaa hai
Mujh par hee beerukhee ka ilzaam lagaa tai hain
Yeh maire mohabbat kee inteehaa hai
Khamoshi sai hum isse bhee gaale lagaa tai hain
Nigah e Shoq Se Hum Nai Tumhien ik Baar Dekha Tha
Koi Jazba Tha Pehli Baar Jisey Be-Daar Dekha Thaa
apnaa paikar bhee mujhe zindaa'n nazar aane lagaa
kashmkash mein hoon rihaa'ee khud se paa'oon kis tarah
har ik ne painka hai mujhe piyas bhuja kar
dehleez pe tootay huye saghir ki tarah
Shaam
06-01-2011, 09:50 PM
hoga aur kia is sei ziada meri chahato ka asar
mei door reh ke bhi tujhey apne hisaar se nikalne nahi deita
(Shaam) : )
masoodjee
06-01-2011, 11:00 PM
unhain fursat kahan betaab dil ka haal sun'nay ki
hamaray waastey kab waqt wo barbaad karte hain
Na jane kon sa aseb basta hai mere dil main
k ju bhi thehra akhir makaan choor gia
RoOZ SoOChTa HouN
06-02-2011, 01:54 AM
aaya tha dar pai taire kai karloon sulha pyaar kee
pata tha kisse kai tu hai firaaq mai maire shikaar kee
ebtada yeh hai ky tum ko paya thaa
enteha ye hai k khud ko kho baithay
RoOZ SoOChTa HouN
06-03-2011, 12:26 AM
yeh aijaaaz hai hussun aawaargee kaa
jahaan bhi ghaeee daastaan choor aaee
masoodjee
06-03-2011, 10:30 AM
Yeh acha hai k apas k bharm toot'ney na pai'n
Kabhi bhi doston ko azma ker kuch nahi milta !!
M A H i
06-03-2011, 01:24 PM
'' Ab tu muqaddar he mila dein tu mila dein....
Warna hum tu bichray hain aandhiyoun mein parindun ki terhaN ''
Shaam
06-03-2011, 03:45 PM
na janey kab samjho ke zindagi ke falsafay
tadbeer yaha tadqeer ke tabay hua karti hai
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-03-2011, 10:10 PM
Agharche Is Dukhi DIL Ko Hum Ne Bachaya Bohat ..
Jahan Zakham Ho .. Chaut Sada Wohin Lagti hAi ..!!
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-03-2011, 10:15 PM
OopS Sorry Shaam Mian .. Be Dhyani Men A Pe Shair Likh DIa Jub K I Pe Tha ..
Anywys I Ka b Hai :D
Is Raah-e-Shauq Men Jo Sab Pe Guzarti Hai Wo Hum Pe Guzri Hai ..
Tanha Pass-e-Zindaan , Kabhi Ruswa Sarr-e-Bazaar ..!!
pensive
06-03-2011, 10:22 PM
Inkaar ki si lazzat ikrar main kahan hy
Barta hy shouk Ghalib unn ki nahhi nahi sy
pensive
06-03-2011, 10:27 PM
Har koi pooch raha hai "kya karty ho "??
Goya kay ISHQ koi kaam he nahi....
enhi pat'tharon pay chl k agr a sako to aao
enhi pat'tharon py chl k agr a sako to aao
mery ghar kay rasty mai koi kehkashan nahi hy
yaha har qadam pe hain haadsey ye khayal hi dil ko thaka gaya
ye safar kai see'raat e taveel hai abhi aik qadam tak utha nahi....
RoOZ SoOChTa HouN
06-04-2011, 12:58 AM
In sai shikayaat hai humain, hum sai khafaa wo be - sabaaab
tarz - e - sittam jo ho soo hoo, shikwaa na karain gai aaab
Miss Habib
06-04-2011, 09:34 AM
Bhala ishq-o-Mohabbat se kisi ka pait bharta hai
Suno! tum ko sunata hoon me karobar k qisay
Ye kya ki chand he kadmon pe jhuk ke beth gaye
Tumhen to saath mera door tak nibhana tha
Miss Habib
06-04-2011, 09:58 AM
Agar wo pooch lain hum se tumhein kis bat ka ghum he
To phir kis baat ka ho ghum agar wo pooch lain hum se
ek harf tasali ka, ek lafz mohabbat ka
khud apnay liye us ne likha to bohat roya
pehle bhi shikastoon pe khai thi shikast us ne
laikin wo tere hathoon haara to bohat roya
Next WorD " A "
aaj hamari khak pe dunya rone dhone baithi hai
phool hue hain itne saste jane kitne barson baad
Dil bhi bujha ho sham ki parchaiyan bhi hon
mar jaiye jo aise main tanhaiyan bhi hon
na harif e jaan, na sharik e gham, shab e intizar koi to ho
kisey bazm e shoq mai laeyn hum dil be qarar koi to ho
on se mil kar bhi kahan mit'ta hai dil ka iztarab
ishq ki deewar ke dono taraf saya nahen
"N"
na to manzil, na hamsafar, na koi karwan hai
rastoon mai bus dhuwan dhuwan sa hai
Miss Habib
06-04-2011, 11:55 AM
Ik shakhs ne maanga he hum ko dua mein
Us shakhs ko aaj tak Ba'Khuda dhoond rahe hain
Neendain maire ankhon se churata hey wohi shakhs
so jaon to khwabon me bhi ataa he wohi Shakhs...
M A H i
06-04-2011, 02:14 PM
'' Shair har rang main lafzon ki zaban hota hai
dard lafzon main magar kaisay bayan hota hai? ''
Ik harf tasali ka, ek lafz mohabbat ka
Khud apnay liye us ne likha to bohat roya..
M A H i
06-04-2011, 03:05 PM
Azziyatoon k tamaam nishtar...,
meri ragoon mein,
utaar kar,
wo,bari muhabbat sey poochta hai...
"TUMHARI AANKHOON KO KYA HOA HAI???""
Ishq mujhko nahi, wehshat hee sahi
meri wehshat, teri shohrat hee sahi...
is mein koii shikavaa na shikaayat na gilaa hai
ye bhii koii Khat hai ki mohabbat se bharaa hai
"I
ik tumhari tamnna ne aisa navaza hai
mangi nahi jati koi aur dua hum sey...
RoOZ SoOChTa HouN
06-04-2011, 11:59 PM
youn taaasaalli dai rahai ho dil - e - bimaar ko
jis tarhaan thaamay koee ghirti hoe diwaar ko
Ossay Khareed lai tu mehnge daam honay tak
Ishq ki aagh jo Seenay mein laga baithe hain...
RoOZ SoOChTa HouN
06-05-2011, 12:21 AM
nazaar in ke zabaan in kee, taaejub hai kai is par bhi
nazaar kuch aur kehti hai zabaan kuch aur kehti hai
isey baad barsoon k dekh k yunhi ek lamhey ko kia howa
koi saans thi jo chali nahi koi zabat hai jo howa nahi....
ik rishtaa-e-nazr thaa so vo bhee kataa-kataa
cheharon kee ik jheel thee aankhon ke saamane
Es tarha tere chale jaaney se kuch farq nahi parta
bus hota kuch youn hai merei lya waqt nahi chalta
ab naye sal ki mohlat nahin milne vali
a chuk ab to shab-o-roz azabon vale
ab to sab dashna-o-khanjar ki zuban bolte hain
ab kahan log muhabbat k nisabon vale
ek na ek roz kahin dhoond hi loongaa tujh ko
thokaren zaher nahi hain ke mai khaa bhi na sakoon
na mere zakhm khile hain na tera rang-e-hina
mausam aye hi nahin ab k gulabon vale
es mein mousam ka qasor hay ya logon ka Ahsan
log mousam ki tarha pal bhar mn badaltay kyon hn?
Najane Kyun Gale Se Lipat Kar Rone Laga Jab hum Barson Bad Mile
Jate Hue Jisne Kaha Tha Kay Tum Jaisy Lakhon Milenge..
ek do rooz ka sadma ho to roo lain farhat
ham ko har rooz k sadmaat nai roney na diya
ajab haalaat thay mere, ajab din raat the mere
magar main mutmaeen tha is liye, tum saath thay mere
RoOZ SoOChTa HouN
06-06-2011, 01:09 PM
Eeelaan - e - aam kar do mohabbat ka ab to
mujhe bhi raat bhar jagne kee aadat ho gai haai
tairee yaadoun mai har waqt khone kee waja jo dhundeee
to maaloom parraa kai mujhe mohabbat ho gai hai
Miss Habib
06-06-2011, 02:11 PM
itni larzaan na thee chiraagh ke loo
apnay saye say dar gayee hoo gee
chandini ik shab ke mehmaan thee
subah hootay hee mar gayee hoo gee
Ek hum safar ko khoo ka yeh halaat hoe Aadam
jungle mai jis tarhaan koee be Aass reh giya...
Abhi nahi to kya hua mil hi jayengi kabhi
Mere dil main us se milan ki aas to hai
Pyaar ki gawahi mere aanoon se na maang
Barasti nahi aankhen magar dil uddas to hai
RoOZ SoOChTa HouN
06-07-2011, 12:43 AM
Is door mai kaise chaali sabaar ke hawaaa
her shaakhs apni zeest sai bezaar ho gaya
Apney majboor taqadus kay saharey
Deer o kaba k khudaon se lipat kar ro lon
Miss Habib
06-07-2011, 10:18 AM
Na koi khwaab na saheli thi
Is mohabbat men men akeli thi
Is ki ankhon ko kabhi ghor se dekha he faraz
Soney walon ki tarah jagney walon jaisi.....
RoOZ SoOChTa HouN
06-07-2011, 01:13 PM
ishq kee maar barree dardilee ishq mai jee na phansana jeee
sab kuchh karna ishq na karna ishq sai jaan bachana jeee
ess dafa sawan main teri yaad k badal rhay
iss dafa main khoob rOya barishOn k sath sath
RoOZ SoOChTa HouN
06-07-2011, 01:29 PM
haqeeqat khool ghaee hasraat teree tarq - e - mohabbat kee
tujhay tu wo ab pehlay sai bhar kar yaad aatay hain
Na kee Kisse nai bhi koshish mujhay samjhnay ke
mai woh sawaal houn jis ka koee jawaab nahi....
Miss Habib
06-07-2011, 02:04 PM
is mein shamil hai meri bakht ki tariki bhi
tum siyah rang jo pahnoge to yad aunga ..
Aik Aisa Shakhs hay Meri Zeest mein Mohsin......
Jo Meri Umer hay Aur Mein Uska Lamha bhee Nahee
Miss Habib
06-07-2011, 02:36 PM
ek harf tasali ka, ek lafz mohabbat ka
khud apnay liye us ne likha to bohat roya
pehle bhi shikastoon pe khai thi shikast us ne
laikin wo tere hathoon haara to bohat roya
Apne qaatil ki zehanat se pareshan hon mein
rozz eik mouat naye taraz se aijaad karaY '
Yaad Ki Jhell Main Sab Kashtian Jala Dena,
Itna Aasaan Nahein Logon Ko Bhula Daina
Alif
Ab Dil ki tamanna hai tu aey kash yehi ho
aansu ki jaga aankh sey hasrat nikal aey..
RoOZ SoOChTa HouN
06-08-2011, 12:51 AM
yeh kya kai biyaaan sab sai dil kee halaatain karni
tujh ko na aein Faraz abhi tuk mohabbatain karni
Is tara zindagi nay diya hai hamra sath
jaisay koi nibhah raha ho raqeeb say...
M A H i
06-08-2011, 02:09 PM
Yahan par jhoot palta hay, yahan sab jhoot kehtay hain
Yahan sach bolnay walay baray darvaish hotay hain
نجانے کتنی مدت سے ہے دل میں یہ عمل جاری
ذرا سی ٹھیس لگتی ہے ذرا سا ٹوٹ جاتا ہے....
Yon lagtaa hai sotey jaagtey ooron ka mohtaaj hon main
Aankhein meri apni hain par Unn mein neend paraai hai
Ye
RoOZ SoOChTa HouN
06-08-2011, 05:36 PM
Ik doosray ko jaan na paein taamaam umar
hum hee ajeeeb thay kai zaamaanaa ajeeb thaa
ajnabi khauf fizaon main basa ho jaise
shahar ka shahar hi aseb zada ho jaise
rat ke pichle pahar ati hain avazain si
dur shahara main koi chiKh raha ho jaise
ek ghumgusaar diya saath kab talak daita
ho gai hai khamooshi us k do0b janay say
YaadOn Key PhOol SOokh Na Jaaien Isi Liye
AankhOn kO Ashk Baar Kiya hAi Kabhi Kabhi
hUm Sey JanOon e Ishq Ka Aalam Na POochiye
Apna Hii Intezaar Kiya hAi Kabhi Kabhi
Iss Piyar Key Safar Mein Mera Haath Thaaam Loo
Manzil Per Pohanchne Tak Kahin Dhool Na Ban Jaoun.
Na ab kisi ki aarzoo hai na hi koi tammana
Jane kis ki aas mein aj bhi betha hon mein
Ai besabat zindagi kaisa tamasha banya tu ne
Toda barha gaya aur joda shaz-o-naz hon mein
Na sakoon e jaan na shreek e gham mila is jahan mein chaar su
Teri yaad thi meray saath jo rahi dar ba dar bari dair tak
kaha tha kis ne ke ahad-e-vafa karo us se
jo yon kiya hai to phir kyon gila karo us se
ye ahl-e-baz tunak hausala sahi phir bhi
zara fasana-e-dil ibtida karo us se
es kadar chahna usko na raas aaya,
wo mery paas sy guzra hy begana ban k
karon na yad agar kis tarah bhulaon use
gazal bahana karon aur gungunaon use
wo khar-khar hai shakh-e-gulab ki manind
main zakhm-zakhm hon phir bhi gale lagaon use
enhi khush gumaniyon mein kahin jaan se bhi na jao
wo jo chaaragar nehi hei usse zakhm kyun dikhao?
Os ki nafrat bhi muhabat hogi
mere baare mein vo pooche to sahi
Oski qadmon mein bichadon aankhen
Meri basti se vo guzre to sahi
intizar karti rahi meri ankhen un kai aney ka
ab na aengey woh, koi to samjhaoo mujhe
ek hee raNg kaa Gham-Khaanah-e-dunyaa niklaa
Gham-e-jaanaaN bhee Gham-e-zeest kaa saayaa niklaa
Aik do ki baat nahi un ginat samaitay hain
Kab yeh dil sambhaltaa hai aik ghum bhulanay say
kuch muhtasibon k khilwat main kuch waiz k ghar jati hai
ham bada-kashon k hise ko ab jam main kam kam ati hai
yun arz-o-talab se kab ai dil patthar-dil pani hote hain
tum lakh raza k khu dalo kab khu-e-sitamgar jati hai
is ajnabi shehar mein yeh pathar kahan sy aaya FARAZ
logon ki iss bheer main koi APNA zaror hai
isi main khush hun mera dukh koi to sahta hai
chali chalun ki jahan tak ye sath rahta hai
zamin-e-dil yun hi shadab to nahin ai dost
qarib main koi dariya zarur bahta hai
Itna to mere haal par ehsan kiya kar,
Ankhon se mera dard pehchan liya kar
Kuch sath de safar me bohat thak gaya hon mein,
Kuch pal hon tere saath meri maan liya kar
raushan kahin bahar k imkan huye to hain
gulashan main chak chand gareban huye to hain
ab bhi khizan ka raj hai lekin kahin kahin
goshe rah-e-chaman main gazal-khwan huye to hain
Narm alfaaz bhali batain Mohazib lehjay
Pehli barsaat mai hi ye rang utar jatay hain
Na jee bhar k dekha, Na kuch baat ki
bari arzoo thi mulaqat ki..................
Shab-e-hejer tak ko ye tashweesh hai
musafar nay janay kahan raat ki
ik to wo humraaz mera hai phir tera maddah
bas tera hi ziker kia kertey hein Zia or mein
na kisi ki ankh ka nur hun na kisi k dil ka qarar hun
jo kisi k kam na a sak main wo ek musht-e-gubar hun
na to main kisi ka habib hun na to main kisi ka raqib hun
jo bigar gaya wo nasib hun jo ujar gaya wo dayar hun
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-09-2011, 03:13 PM
Na Haath Thaam Sake Na Pakar Sake Daaman ..
bOhat hE Qareeb Se Uth Kar , Bichar Gya kOi ...!
M A H i
06-09-2011, 03:30 PM
'' Ik harf tasali ka, ik lafz mohabbat ka
Khud apnay liye us ne likha to bohat royA ''
RoOZ SoOChTa HouN
06-09-2011, 05:48 PM
Aik hum safar ko khoo kaai yeh halaat hoee aaddam
jungle mai jis tarhaan koee be aass reh gayaa
AankhOn Main Intizar Ke Lamhaaat Sonpkar
Neendain Bhi Meri Legaya Apne Safar Ke Sath
M A H i
06-09-2011, 06:57 PM
nice Rooz
'' Hum to apnay zor-e-jonoon par ehl-e-khirad main rehtay hain
Warna ye ghar, shehar, muhallah , basti kis ko rass aaI ? ''
Itnay chop chaap ke rastay bhi rahain gay laa-ilam
Chor jaien gay kissi rooz nagar sham ke baad
M A H i
06-09-2011, 07:08 PM
nice ROSE^
'' Dard kay, ranj kay, afsos kay, aalaam kay phool
Hijr ki tehni pay khilnay lagay anjaam kay phooL ''
THANKS MAHI
labon pe narm tabassum racha ke dhul jayen
Khuda kare mere ansu kisi ke kam ayen
jo ibtada-e-safar main diye bujha baithe
wo badnasib kisi ka surag kya payen
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-09-2011, 07:13 PM
Lafz Ta'aseer Se Bante hen Talaffuz Se Nahi ..
Aehl-e-Dil Aaj B Hain , Aehl-e-Zaban Se Aage ..!
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
06-09-2011, 07:16 PM
ROSE " L " Pr Shair Likhte Likhte Ap Likh Gai Phle :s
Mera Slow Net :(
Nywys .. Ab N Ha To ..
Na Sawal-e-Wasal , Na Arz-e-Gham , Na Hikaiyten Na Shikayten ..
Tere Aehad Men Dil-e-Zaar K , Sabhi Ikhtyaar Chale Gay ..!
yon to galat nahi hai chehron ka tausar bi magar
log waise bhi nahi jaise nazar aate hain
NooN
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.