waheed ahmed
03-21-2014, 10:14 PM
Tujhe yaad kerouN ye muhlat kahaaN rakhii he
ab ke le terii dehliiz pe ye jaaN rakhii he
saqqiiyaa ek nazer idher bhii tu dekh zaraa
Khushk hountouN pe ham ne bhi zabaaN rakhi he
ab kis basti maiN sakooN se janouN rehta he
ab kis shehr maiN dekhouN ke amaaN rakhi he
Jis shehr maiN qatil ne panaah le rakhii he
Usii shehr maiN tu aah-o-fughaaN rakhi he
Kaafir ko maiN kabhi muslmaaN na ker saka lekin
her cheez badel jaatii he Nazar ham ne jahaaN rakhi he
Kaabaa ho, kaleesa ho, mandirr ho ke tuu ho
sajdeh maiN jabeeN ham ne wahaaN rakhi he