momal ali
04-06-2009, 10:03 PM
Alfaaz ki taqrar main kiya rahka hai.
Be rabt jumloon k iqrar main kiya rahka hai.
Zinda diloon ki cha se nizam badla hai.
Murda dilon ki pukar main kiya rahka hai.
Jab tera dil hi ho mubtilaye-e-shirk.
Tu sajdoon ki taqrar main kiya rahka hai.
khud kafeel hai na wasayl pe tasurruf hai tera.
Ase main teri bhooki lalkar main kiya rahka hai.
mutebir kehlwane walo khabi tu mehsoos karo.
bhook se machalte bache ki pukar main kiya rahka hai.
Insan hona fahkhar hota agar insaniyat bi hoti.
lambi taqreeron or jhoote afkar main kiya rahka hai.
Tere piyar or jazbat ka mashkoor hon sagar.
Dunya kehti muge pagal tere inkar main kiya rahka hai.