Anjani Larki
12-25-2013, 06:11 PM
http://i1276.photobucket.com/albums/y467/zindaagijee/1457745k8p286od3g_zpsd0c76dc9.gif?t=1376425732
Use bhula don, magr hosla kahan mujh min.
Wo mere khoon ki trah he rawan dawan mujh min.
Ye be sabab to nhi mujh min girya-o-zaari.
Koi to rehta he har waqt noha khwan mujh min.
Bas aik zalzala aya tha aur guzar bhi gaya.
Magr wo chor gaya he kai nishan mujh min.
Azeez itna bhi kiyon he sakoot-e-sham-e-alam?
Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
Kabhi min dard k darya min doob jata hon.
Kabhi ye dard uatarta he meri jan mujh min.
Ye kon baant gaya mujh min ronaqen apni?
Ye kon kar gaya abaad aik jahan mujh min?
Min jab bhi hath barhane lagta hon gulon ki taraf.
To urne lagti hen titliyan mujh min.