Princess Urwa
11-15-2013, 08:25 AM
Samandar k Kharay pani ko ALLAH meetha kar k uthata hy
or
Barish ki shakal mein barsata hy
Baraf bana kr Pak krta hy
Wahan se naddi,nalon ki surat Darya mein girty huy zamino ko sairab krta hua wapas samandar mein ja girta hy
yehi Pani bakri se doodh
hiran se Mushk
Makhi se Sehad
Sanp se Zehar or
Seep se nagina
or
yehi Pani Insan k liye Zindagi ban jata hy
yehi Pani
Darakhton mein Aam, Saib,Anaar,Naryal ban jata hy
phir sab ka Rang ,zaiqa ,khushbu,Taseer alag or juda.
ye sab Ajaibaat ALLAH ne aik PANI mein rakhein hain.
aur tum apne"RAB KI KAUN KAUN SI NEIMANTON KO JHUTLAOGYE"
"SUBHANALLAH"