Hussain
04-01-2009, 07:55 PM
Bahar ka wo mosam tha
har so ujala pehla tha
khushiyon say bhara har lamha tha
har phool ka rang nirala tha
panchi ka geet suhana tha
har tarf mohabat bikhri thi
nafrat or hasd ka nam na tha
ye shehar bhi kaisa nirala tha
har koi yahan ka diwana tha
phir najany kaisi hwa chali
khushiyan sab ki phir mand pari
phir nafrat nay wo kam kia
mohabat ko hr dil say dour kia
phir khud garzi nay dilon pe raj kia
akhir ko wo shehar barbad hua
har so andhera phel gaya pr,
chota sa dia hai ab bhi roshan
shayad k,
phir say wo shehar abad hojay
or dilon ki duri khatum hojay
har so ujala pehla tha
khushiyon say bhara har lamha tha
har phool ka rang nirala tha
panchi ka geet suhana tha
har tarf mohabat bikhri thi
nafrat or hasd ka nam na tha
ye shehar bhi kaisa nirala tha
har koi yahan ka diwana tha
phir najany kaisi hwa chali
khushiyan sab ki phir mand pari
phir nafrat nay wo kam kia
mohabat ko hr dil say dour kia
phir khud garzi nay dilon pe raj kia
akhir ko wo shehar barbad hua
har so andhera phel gaya pr,
chota sa dia hai ab bhi roshan
shayad k,
phir say wo shehar abad hojay
or dilon ki duri khatum hojay