Hussain
04-01-2009, 07:54 PM
Wo chehra jo zere nikaab tha
Wo chehra jo zere nikaab tha
meri chahto ka wo khuaab tha
jese na parha me umar bhar
meri bebasi ka wo nisaab tha
jo na khila soo hijar me
mere bachpan ka wo gulaab tha
jo mil raha tha raqeeb se
use pane ko Dil betaab tha
muje dekh kar mun moor lia
mila ishaq ka ye azaab tha
kabi mila karo ye swal tha
na mila karo ye jawaab tha
nahi ata tumhe piyar karna ^ mOHsIn ^
mila piyar ka ye khitaab tha ..
Wo chehra jo zere nikaab tha
meri chahto ka wo khuaab tha
jese na parha me umar bhar
meri bebasi ka wo nisaab tha
jo na khila soo hijar me
mere bachpan ka wo gulaab tha
jo mil raha tha raqeeb se
use pane ko Dil betaab tha
muje dekh kar mun moor lia
mila ishaq ka ye azaab tha
kabi mila karo ye swal tha
na mila karo ye jawaab tha
nahi ata tumhe piyar karna ^ mOHsIn ^
mila piyar ka ye khitaab tha ..