shakeel
11-04-2013, 06:13 PM
wo kehtey hai suno jaana muhabbat momm ka ghr hai
taapash badgumani ki kaheiun pigla na day iss ko
main kehta houn kay jis dil main zara b bad gumani ho
wahaan kuch aur ho tu ho muhabbat ho nahi suktey
wo kehtey hai sada aisay he kya tum mujko chahoo gay
kay main iss main kami bilkul gawarah kar nahi suktey
main kehta houn muhabbat kya ye tum nay seakhaya hai
mujay tumsay muhabbat kay siwa kuch nahi ata
wo kehtey hai judai say bohat darta hai mera dil
kay tum say hat kar khud ko deakhna mumkin nahi hai ab
main kehta houn yehi khadshay bohat mujko satatay hain
magar such hai muhabbat main judai saath chaltey hai
aj kyoun Teri Yaad ayee