umair8005
03-30-2009, 06:06 PM
Hijar mosam main ye barish ka barasna kaisa?
Ek sahra say samandar ka guzarna kaisa?
ay maray dil na pareshan ho tanha ho kar
Wo taray sath chala kab tha bichrna kaisa?
Log kahtay hain gulshan ki tbahi dakho
Main to veeran sa jungal tha ujarna kaisa?
Dakhnay main to koe dard nahi dukh bhi nahi
Phir ye aankhoon main ashkoon ka ubharna kaisa?
Bewaf kahnay ki zarorat bhi na karna us ko
Us nay iqrar kia kab tha mukarna kaisa...