Zeni
10-04-2013, 04:32 PM
Waada karke nibhaane waale ,Kam hote hai
Ishq na karna ,Ishq mein gham hee gham hote hain
Main na milakoon jo tumse ,Meri justajoo na karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Mujhe jis se hai mohabbat
Use hai ajab hai yeh aadat
Mujhe jis se hai mohabbat
Use hai ajab hai yeh aadat
Kabhi moo ko pher lena kabhi guftagoo na karna
Maine chaaha tha kisiko
Mera haal kya hai dekho
Jo kiya kasoor maine wohi tum kabhi na karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Main na mila sakoon jo tumse
Meri justajoo na karna
Meri ho agar buraaee
To na dena tum safaee
Mera saath khud ko ruswa kabhi koobakoo na karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Main na mil sakoon jo tumse
Meri justajoo na karna
Koi pooche badnaseebi
Ki hai intehaa bhi koi
Koi pooche badnaseebi
Ki hai intehaa bhi koi
To meri misaal dena to mujhe namoona karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Main na milakoon jo tumse
Meri justajoo na karna
Ishq na karna ,Ishq mein gham hee gham hote hain
Main na milakoon jo tumse ,Meri justajoo na karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Mujhe jis se hai mohabbat
Use hai ajab hai yeh aadat
Mujhe jis se hai mohabbat
Use hai ajab hai yeh aadat
Kabhi moo ko pher lena kabhi guftagoo na karna
Maine chaaha tha kisiko
Mera haal kya hai dekho
Jo kiya kasoor maine wohi tum kabhi na karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Main na mila sakoon jo tumse
Meri justajoo na karna
Meri ho agar buraaee
To na dena tum safaee
Mera saath khud ko ruswa kabhi koobakoo na karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Main na mil sakoon jo tumse
Meri justajoo na karna
Koi pooche badnaseebi
Ki hai intehaa bhi koi
Koi pooche badnaseebi
Ki hai intehaa bhi koi
To meri misaal dena to mujhe namoona karna
Tumhe meri hi kasam hain
Meri aarzoo na karna
Main na milakoon jo tumse
Meri justajoo na karna