Awara Badal
09-29-2013, 07:40 PM
Sangay marmar se tarasha hua ye shokh badan
Itna dil kash hai ke apnanay ko ji chahta hai
surkh honton mein terkti hai ye rangeen sharaab
jisay pe kar bhahak janay ko ji chahta hai
naram seenay mein darktay hain woh nazuk tufaan
jin ki lahroon mein utar janay ko ji chahta hai
Apnay hath say sanwaraaa hai tujhe Qudrat nay
dekh kar dekhtay rah janay ko ji chahta hai
Maray daman ko aur koi na cho paye ga tum ko
cho kar ye kasaam khanay ko je chahta hai
tujh say rishta hai kab say hai ye maloom nahi
phir bhi is husn par mit janay ko je chahta hai...