zohaibsultan
09-17-2013, 03:42 PM
@NiCe GhAzAl@
Waqt ka ye parind ruka hai kaha
me tha pagal is ko bulata raha
chaar paise kamane me aaya tha shehar
gaon mera mujh ko yad aata raha
loatta tha me jab patshala se ghar
apne hatho se khana khilati thi maa
rat me apne mamta k anchal tale
thapkiya de k mujh ko sulati thi maa
soch k dil me ek thees uthti rahi
rat bhar dard mujh ko jagata raha
sab ki aankho me ansu jhalak aaye the
jab rawana hoa tha shehar k liye
kuch ne mangi duaein k me khush raho
ek din bano ga me bara admi
ye tasawor unhe gudgudata raha
maa ye likhti hai har bar khat me mujhe
loat aa mere bete tujhe hai qasam
tu gaya jab se pardes bechain ho
nend aati nahi bhok lagti hai kam
kitna chaha na ro magar kiya karo
khat meri maa ka rulata raha.
Waqt ka ye parind ruka hai kaha
me tha pagal is ko bulata raha
chaar paise kamane me aaya tha shehar
gaon mera mujh ko yad aata raha
loatta tha me jab patshala se ghar
apne hatho se khana khilati thi maa
rat me apne mamta k anchal tale
thapkiya de k mujh ko sulati thi maa
soch k dil me ek thees uthti rahi
rat bhar dard mujh ko jagata raha
sab ki aankho me ansu jhalak aaye the
jab rawana hoa tha shehar k liye
kuch ne mangi duaein k me khush raho
ek din bano ga me bara admi
ye tasawor unhe gudgudata raha
maa ye likhti hai har bar khat me mujhe
loat aa mere bete tujhe hai qasam
tu gaya jab se pardes bechain ho
nend aati nahi bhok lagti hai kam
kitna chaha na ro magar kiya karo
khat meri maa ka rulata raha.