momal ali
03-28-2009, 08:05 PM
Band kitab main khali auraq rakhta hoon
Dil ko aayine ki tarah shafaf rakhta hoon
Ek baar ka milna kar deta hai Mutasir
Apni Guftagoo main kuch aisa Andaz rakhta hoon
Mujh se milo to milna faasle se Zara
Main dil Main Utar janay ka kamal rakhta hoon
Har dukh ko younhi baant daaloon lafzoon main
kuch aisa hi dostana mizaj rakhta hoon