momal ali
03-28-2009, 07:27 PM
kon pareshan hota hai teray gam say Faraz~!!!
woh apni hi kisi bat pay roya hoga ~
Main us ka hoon ,ye raaz tu wo jan gaya hai “Faraz”!!!
Wo kis ka hai ye sawal mujhe sonay nahin deta!
Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai FARAZ
Par Yahan To Imtehano Ne Zindagi Leli
Ungliyan aaj bhi is soch me ghum hai faraz
Usnay kaisay naye haath ko thaama hoga
Unglian toot gaen pather tarashte tarashte ‘Faraz”!!
Aur jab bani soorat-e-yaar tu kharidar aa gaye..
Humaray baad nahin ay ga tumhain chahat ka asa maza “Faraz”!
Tum logon se kehtay phiroo gay mujhe chahao us ki tarah!