Log in

View Full Version : =>Main Aap k liye us ALLAH se Dua krti hoon! Jo Mashriq walon ko dekhta hai To Maghrib walon se ghafil nhi hota Jo Aasmanon ka nizam chalate howe Samandron k nizam chalana nhi bhoolta Jo Rat k andheron me Sajda krne walon ko dekhta hai


zohaibsultan
09-02-2013, 06:15 PM
=>Main Aap k liye
us ALLAH se Dua krti hoon!

Jo Mashriq walon ko dekhta hai
To Maghrib walon se ghafil nhi hota

Jo Aasmanon ka nizam chalate howe
Samandron k nizam chalana nhi bhoolta

Jo Rat k andheron me
Sajda krne walon ko dekhta hai
To burai ki mahfilon se ghafil nhi hota

Jo Aisa maaf krne wala hai
K 100 saal k gunahon ko ek pal me maaf kr deta hai
Palat k ye b nhi puchta k dobara to nhi karoge?

Wo ALLAH apko
Sukun E Qalb,
Mazboot Eeman,
Izzat,
Hikmat,
Barkat E Rizq,
Brkat E Jan o Maal,
Barkat E Ilm o Sehat,
Tamam KhusHian
aur
Har pal Apni Yaad ata farmaye.
Aameen..gud mrng

zohaibsultan
09-02-2013, 06:15 PM
Humen dosti ka pyar itna dena k had na rhy

Mgr etbar b itna krna k shak na rhy

Dosti itni sachi krna k bewafai na ho

Or dua bas itni krna k kbi judai na ho.

zohaibsultan
09-02-2013, 06:16 PM
Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera…

Faqat…
Mastiyan,
Shetaniyan,
Nadaaniyan,
aur main…

Abhi b halqa-e- ehbaab mehdood he mera…

Faqat….
Khamoshi’yan,
Tanhaai’yan,
Udasi’yan,
aur main…!

zohaibsultan
09-02-2013, 06:16 PM
“Main Q khud se Usay Pukaaron K mujhse bat kre,,

*Do$t*

“Kiya Usay Khabar Nahi K Mera DiL Nahi Lagta Us K Bina.

saimyounis
09-02-2013, 06:17 PM
hnnn nice

zohaibsultan
09-02-2013, 06:17 PM
CHAND’ Ne kaha:

“Dosti Na kar
Doston ki Bheer Me
kahin Tu kho Jayega”

Maine kaha:

“Ae CHAND Zamin Pe
Aa kar Mere
Doston Se Mil
Tu Bhi Upar Jana
Bhool Jayega
.
.
.
.
Zalimo! kitna jhoot bolna parta hai tum logo kay liye;-)

zohaibsultan
09-02-2013, 06:17 PM
“Sada Roshan Rahy Tery Muqaddar Ka Sitara”
“MERY DOST”

“Tujhy Aur Tery Naseeb Ko Kisi Ki Nazar Na Lagy…!
AaMEEN’

zohaibsultan
09-02-2013, 06:18 PM
Hazrat Ali (R.A)
“baab_e_ilam”

“Jo shaks”
Tumhara Gussa Brdasht kr ley,Or Sabit Qadam Rhay To Ye Yeqeen Kr Lo K Wo tmhara Sacha Dost Hai.”

zohaibsultan
09-02-2013, 06:18 PM
Zulf e Sarkaar se jab chehra nikalta hoga
Phir bhala kaisay koi chand ko tkta hoga
Maa Haleema t0o bta t0o ne to daikha hoga
Tujh se kaisay mera Mehboob liptta hoga
Raz chanda k haseen honay ka ab smjha hoon,
Khaak e Nalain ko chehray pe wo malta hoga
Mujh ko maloom hai Taiba se judai ka asar,
shaam ko shams bhi rota hua dhalta hoga,
kitni khush bakht hain Taiba ki wo galiaan yaro,
jin me ban than k wo Mehboob nikalta hoga,

zohaibsultan
09-02-2013, 06:23 PM
Uss . .K . .NAram . .HAath0N . .sAy . .PhisSa£. . .JAti . .hAn . .CheezAin. .AksAr

¤SAhi£¤

MerA . .Di£ . .B . .£Aga . .hA . .HAath. . Uss. .kAy . .KhudAa . .KhAir. KAray

zohaibsultan
09-02-2013, 06:27 PM
Humen dosti ka pyar itna dena k had na rhy

Mgr etbar b itna krna k shak na rhy

Dosti itni sachi krna k bewafai na ho

Or dua bas itni krna k kbi judai na ho.

zohaibsultan
09-02-2013, 06:27 PM
Mujhe Zindgi Ka Itna Tajurba t0 Nahi Dost,
Par Suna Hai Saadgi Mein L0og Jeeny Nahi Dety..!!!

zohaibsultan
09-02-2013, 06:29 PM
A boy facebook status ” I’m online during economic lecture:)”

comment from his
professor : “Get out of the class”

Frnd commented : ” Jaldi cafe aa ja”

Mom commented : ”
NALAYAK, class nahi leni to sabzi leke seedha ghar
aa ”

Dad Commented : ” dekh lo apne bete ki harkatein ”

GF commented : I hate u, mujhse kaha daadi hospital mein hai, mil nahi sakta ”

Daadi commented : ”
Lakh Di Laanat Kanjra….:o

zohaibsultan
09-02-2013, 06:30 PM
ßohut Sochaa….
K Teri Yaad….
Q Aati Hai…?
%Døst%
Ab Smjh Aaya
K Yeh Saal Jo
^ 13 ^
Hai…. *

AYAZ
09-03-2013, 02:18 AM
ßohut Sochaa….
K Teri Yaad….
Q Aati Hai…?
%Døst%
Ab Smjh Aaya
K Yeh Saal Jo
^ 13 ^
Hai…. *

Brother, yeh aap ek hi thread mei kafi kuch post kar rahey hie.

Dekhey har category ki alag situation hie . Islamic category mei islamic posting( thread bana saktey hie ).

Baki poetry ke liye poetry ka section hie aus ko waha per post karien aap.

life
09-03-2013, 02:41 AM
zabardast

(‘“*JiĢäR*”’)
09-03-2013, 08:48 AM
>ery n!c3

Sharing

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.