Awara Badal
08-18-2013, 12:24 PM
Masrof hai din raat unhein waqt kahan hai
Wo hum se karen baat unhein waqt kahan hai
Betabi-e-dil ka unhen andaza kahan hai
Samjhen mere jazbat unhein waqt kahan hai
Wo ponchhen meri ankh sy behte hovy ansu
Aey ronq-e-brsat unhein waqt kahan hai
Bhooley sy hi wo pochney Aa jaye mera hal
Aey gardish-e-halat unhein waqt kahan hai
Mojon main tarapta hovi main doob raha hon
Thaamein wo mera hath unhein waqt kaha