Hussain
03-25-2009, 09:39 PM
Muhabbat tark ki main ney gareebaan see liyaa main ne.
Zammane ab tu khosh ho jaa ye zeher pee liya main ne.
Abhi zindha hoon lekin sochtaa rehta hoon khilwat main.
ke abb Tak kiss tammanna ke sahaarey jee liya main ne.
Unhein Apnaa nahi saktaa Maggar itna bhi kiya kam hay.
k kuch mudat hasin khwabon me ko kar jee liya main ne.
bass abb tu daaman -e- dil chourr dou bekaar umeedoon.
Bohut Dukh seh liyaa main ne bohut din jee liya main ne.