Hussain
03-25-2009, 09:37 PM
Woh Mera Tha Yeh Bataana Ajeeb Lagta Hai,
abb unn sey Aankh milaanaa ajeeb lagtaa hai,
jou kabhi zindaggi main meraa naa ho paaya,
abb Uss Kaa Khwab main ana ajeeb lagta hai,
Barray khulos se dawat to bheji hai unhon ne,
Per Unn Ki Mefil Main Jaanaa Ajeeb Lagta hai,
Tha Jis ka hath hamesha hamare Hathon main.
Abb Unn Say Haath Milaanaa Ajjeeb Lagta hai.