Hussain
03-25-2009, 09:28 PM
Yeh kya ke her Dam kisi ki Minnatein karna.
Kya is hi ko kehte hain Mohabbatein karna.
Jo apni Qissmat main hai milegaa wohi......
Kiss baat pe hai RAB se Shikayatein karna.
Yeh PaAgal-pann nahi to aur kyAa hai phir.
ZamIn k ho K Asman se Baghawatein karna.
Bohut kar chukaa hai logoon, Pyaar yeh Dil.
Ab koyi sikhaaye iss ko bhi Nafratein karna.
Pehley Yaad karnaa usse phir Rotey rahnaa.
Jaaney kab chorrega Dil, ye Harkatein karna.