QUEEN OF HEARTS ...
07-24-2013, 08:24 AM
Kabhi Ulfat Bhara Lehja, Kabi Utra hoa Chehra...
Samajh Me kuch Nahi Ata, bata mera Gunah kia hy ?
Meri Uljhan Mita tu day, Mujhe Itna bata tu day...
Mein Mujrim hun, ya Mehram hun, Saza Kia hay, Jazaa Kia hay ?
Meri Sansain tu Chalti Hain, Teri Yadoon Say Aye Humdum...
Nahi Fursat kay yeh Sochon, Fanaa kia hay, Baqaa Kia hay ?
Mera ye Dil, Meri Dharkan, Meri Saansain, yeh Sab
Ye Sub kuch Naam tere hain, Bata Peechay bacha kia hay ~