umair8005
03-24-2009, 06:24 PM
Unako chaha bhi to izahaar na karana aaya, Kat gayi umar hame pyaar na karana aaya, Unhone maanga bhi agar kuchh to judaai maangi, Aur ham the ki hame inkaar bhi na karana aaya...
Baadal garaja magar barasaat nahi aaye, Dil dharka magar aawaz nahi aaye, Pura din guzarne ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?
Baadal garaja magar barasaat nahi aaye, Dil dharka magar aawaz nahi aaye, Pura din guzarne ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?