umair8005
03-23-2009, 06:45 PM
tujhey mujhe se mujey tujh se jo buhot hi payar hota
na tuhey qarar hota na muhey qarar hota
tera har marz ulajhta meri jan e natawan se
jo tuhey zukam hota tu mujey bukhar hota
jo mein tujh ko yad karta tujhey cheenkna bhi parta
merey sath bhi yaqinan yahi bar bar hota
kisi chowk mein lagatey koi chorion ka khokha
trey shehr mein bhi apna koi karobar hota...