PDA

View Full Version : Tujh bin tera piyar pareshan rehta hay


pakeeza
06-29-2013, 01:22 PM
https://sphotos-a.xx.fbcdn.net/hphotos-ash3/p480x480/558994_576181389072267_2074681954_n.jpg



Wo ojhal meri nigahon se kahan rehta hay.
Wo ashk ban kar aankhon se rawan rehta hay.

Kisi lamhe tanha hone nhi deti us ki yaden.
Mere aangan min mele ka saman rehta hay.

Har ghari dil ka daricha khula rakhte hen.
Har ghari us k ane ka guman rehta hay.

Log kehte hen zakham bhar jate hen aakhir.
Zakham bhar jate hen lekin nishan rehta hay.

Wo mile to itna bata dena us ko.
Tujh bin tera piyar pareshan rehta hay.

Flower~
06-29-2013, 01:47 PM
Wo ojhal meri nigahon se kahan rehta hay.
Wo ashk ban kar aankhon se rawan rehta hay.

zabardast

Hazel
06-29-2013, 02:32 PM
Beautiful sharing siso

Sajid*
06-29-2013, 03:17 PM
Very very nice Pakeeza

So beautiful

Sajid*
06-29-2013, 03:22 PM
Pakeeza G agar es khobsorat shairi ka sath ak taza taza shair ma apna add na karo tu ya zaidati hugi

tu Arz kiya ha

Vo meri yaadow ma her pal, kuch es terha jawan raha ha
Jaisay meray jisam ki ragow ma, khoon ravaah rahta ha

Alia
06-29-2013, 05:31 PM
Nice One !

pakeeza
06-29-2013, 06:36 PM
Pakeeza G agar es khobsorat shairi ka sath ak taza taza shair ma apna add na karo tu ya zaidati hugi

tu Arz kiya ha

Vo meri yaadow ma her pal, kuch es terha jawan raha ha
Jaisay meray jisam ki ragow ma, khoon ravaah rahta ha



nice......


nd thnksssssssss

pakeeza
06-29-2013, 06:37 PM
Nice One !

thnksssssss siso

pakeeza
06-29-2013, 06:38 PM
Very very nice Pakeeza

So beautiful


thnksssssss

pakeeza
06-29-2013, 06:38 PM
Beautiful sharing siso

thnksssssss siso

pakeeza
06-29-2013, 06:38 PM
Wo ojhal meri nigahon se kahan rehta hay.
Wo ashk ban kar aankhon se rawan rehta hay.

zabardast


thnksssssss siso

Cute Anam
06-29-2013, 08:04 PM
Nice one !

pakeeza
06-29-2013, 10:52 PM
thnkssssssssss anam siso

QUEEN OF HEARTS ...
06-30-2013, 12:42 AM
Teray bin tera pyaaar pareshaan rehta hai
Bohat khoob

PRINCE SHAAN
06-30-2013, 06:23 AM
Har ghari dil ka daricha khula rakhte hen.
Har ghari us k ane ka guman rehta hay.

ZABERDAST...............NICE SHARING

pakeeza
06-30-2013, 02:28 PM
Har ghari dil ka daricha khula rakhte hen.
Har ghari us k ane ka guman rehta hay.

ZABERDAST...............NICE SHARING


thnksssssssss

pakeeza
06-30-2013, 02:28 PM
Teray bin tera pyaaar pareshaan rehta hai
Bohat khoob

thnksssssssss siso

CharM
07-01-2013, 01:47 AM
Allaa

...

pakeeza
07-01-2013, 03:14 PM
Allaa

...

thnkssssss siso

~ZAIN~
07-04-2013, 12:04 AM
Wowwwwwwwww Kya Baat Hai Great Poetry :sleepy:

ღƬαsнι☣Rασ™
08-07-2013, 06:33 AM
very nice pakeeza

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.