bint-e-masroor
06-27-2013, 02:57 AM
teri azmaton say hun be khabar
yeh meri nazar ka qasoor hai
.
Teri rah guzar main qadam qadam
kahin arsh hai kahin toor hai
.
Yeh khata hai merikhata magr
tera naam bhi to ghafoor hai
.
Yeh bata kay tujh say milon kahan
mujhay tujh say milna zaroor hai
.
Yeh baja hai malik e do jahan
meri bandagi main qasoor hai
.
Kahin dil ki shart na dalna
abhi dil gunahon say choor hai!!!!!
yeh meri nazar ka qasoor hai
.
Teri rah guzar main qadam qadam
kahin arsh hai kahin toor hai
.
Yeh khata hai merikhata magr
tera naam bhi to ghafoor hai
.
Yeh bata kay tujh say milon kahan
mujhay tujh say milna zaroor hai
.
Yeh baja hai malik e do jahan
meri bandagi main qasoor hai
.
Kahin dil ki shart na dalna
abhi dil gunahon say choor hai!!!!!