Log in

View Full Version : Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....


Sab_ke_jan_armaan
06-19-2013, 05:05 AM
Assalam walakum Members
jasai k Aap sab ko pata hai Ramzan ul Mubarik anay walay hai or sab log is Month mein buzy ho jay mujh yeh batya aap log kiya samjhtay hai k Ramzan mein yeh hona chaya yah nahi or kiya acha lagta hai or kiya bura lagta hai
or life kasi ho jati hai aap sabi ki
aaying bataing
http://i43.tinypic.com/34pgq4i.gif
Ju shakhs Ramazan ki pehli raat chand dekhne ke waqt Surah-e-Fatah pare
tu Allah Pak is ke leye saal bhar ki rozi kushada kar deta hai.
Ramazan main har Isha-o-tarawih ki nimaaz ke bad 3 bar Kalma Tyeba pare
Pehli bar parne se gunahon ki maghfirat hoti
Dosri baar parne se Dozakh ki aag se azadi mele gi
Aur
Tesri baar parne se Jannat ke Mustahiq ho jaye gi

Ramazan main har rooz Bad nimaaz-e-isha 7 baar Surah-e-Qadar
Parne se har musebat se nijat hogi
Talba-o-talebat Bad nimaaz-e-isha 100 bar "rabi zidni ilman" parne se
Inshallah ilam main izafa hoga

(‘“*JiĢäR*”’)
06-19-2013, 09:35 AM
Very Nicd...

Haris
06-21-2013, 10:38 PM
assalam u alaikum

Haris
06-21-2013, 10:39 PM
kiya haal hai sb k ?

Haris
06-21-2013, 10:39 PM
ayaz bahi tussi garit ho ?

Haris
06-21-2013, 10:40 PM
:doctor::(devil)::0013::birthday::birthday:

Haris
06-21-2013, 10:41 PM
nice sait hai ye :)

Haris
06-21-2013, 10:43 PM
ramzan any waly hain :) kiya khub tofa hai ALLAH ka pore saal gunnah karty hain hum or is mah e mubarak main mafi mil jati hai YA ALLAH bara karam hai tera pr hum tere na shukre bandy hain hum ko maaf farama ameen

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.