Cute Anam
06-14-2013, 02:02 AM
Suno logo meri ankhain khareedo gay?
Mujhay ik khwab ka tawaan bharna ha,
Ek esa khwab tha,,
Jo keh jagti ankhoun ne dekha tha,,
baray hi chao say,,,
our kitny armanoun se dekha tha,,
... Magar dekhay huay us khwab ki tabeer ulti ha,
nahin shikwa kisi say apni hi taqdeer ulti ha,
jo ab tak ho chuka mujh ko, whi nuksan bharna ha,
Ab ankhain baich kar hi khwab ka tawan bharna ha