Mf Great Power
06-05-2013, 11:53 AM
mein ashq hun teri aankhon ka mere
dard ko samjh,
kyu hota hun tujhse juda mere majboor
halaat ko samjh,
mujhe gawara nahi teri ruswaiyo ka
mein ab bhi tujhe apna maanta hun,
are na samjh kaisi di hain tune mujhe ab
jinda rehne ki sja
kuch to samjh,
dard ko samjh,
kyu hota hun tujhse juda mere majboor
halaat ko samjh,
mujhe gawara nahi teri ruswaiyo ka
mein ab bhi tujhe apna maanta hun,
are na samjh kaisi di hain tune mujhe ab
jinda rehne ki sja
kuch to samjh,