Log in

View Full Version : Dard ki dil pe hakumat


Cute Anam
06-02-2013, 01:22 AM
Dard ki dil pe hakumat thi, Kahan tha us waqt ?
Jab mujhe teri zaroorat thi, Kahan tha us waqt ?

Maut ke sukh mein chala aya mujhe dekhne ko,
Zinda rehne ki museebat thi, Kahan tha us waqt ?

Dil ke darya’on mein ab rait hai sehraon ki,
Jab mujhe tujhse mohabat thi, Kahan tha us wakt ?

http://sphotos-d.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-frc3/971079_379733965461524_1403691298_n.jpg

NaDaN hAsEEnA
06-02-2013, 08:17 AM
nice. . . .

Cute Anam
06-02-2013, 07:47 PM
thanxxxxxx

(‘“*JiĢäR*”’)
06-03-2013, 08:51 AM
:bu:...

Cute Anam
06-04-2013, 04:41 PM
Thanxxxxxxxxxxx

Sajid*
06-04-2013, 04:44 PM
Dard ki dil pe hakumat thi, Kahan tha us waqt ?
Jab mujhe teri zaroorat thi, Kahan tha us waqt ?

Maut ke sukh mein chala aya mujhe dekhne ko,
Zinda rehne ki museebat thi, Kahan tha us waqt ?

Dil ke darya’on mein ab rait hai sehraon ki,
Jab mujhe tujhse mohabat thi, Kahan tha us wakt ?

http://sphotos-d.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-frc3/971079_379733965461524_1403691298_n.jpg


BHAI AGAR SARAY SAWALOW KA JAWAB USI NA DYNA HA K VO K AHA THA

TU AP YA BATOW AP ETNA ARSA BAS KHALI DUKHOW MA PARAY RAHAY HU

KAHA THAY US WAQAT JAB VO APKO DHOND DHOND KA THAK GAYA

KAHA THAY US WAQAT JAB USKI SHADI HUE OR VO RUKHSAT HU RAHI THI

KAHA TA US WAQAT JAB USKAY MUNNAY NA KAHA MUJHAY MAMOO SA MILNA HA

OR AB KAHA HU JAB USKI BARI BETI KI SHADI HU RAHI HA OR USAY MAMOO KA ASHIRWAT CHAHIYA

AB TU AAH JOW BHAI USKA PASS :p :Peek a boo!:

:;love:

Sajid*
06-04-2013, 04:46 PM
GUSA NA KARNA JANI

GALTI THORI C TARI B HA :a17: SARA KASOOR USKA NAI

KHAIR THAT WAS NICE

YOUR JUSTIFICATION WAS GOOD

SARA KUCH US PER DAAL DIA KHUD MASOOM BAN GA

SO CUTE U R , JUST CHILL NOW AND ENJOY YOUR BAL. LIFE

:work:

Mf Great Power
06-04-2013, 04:55 PM
gr8 one

Sajid*
06-04-2013, 05:00 PM
ACHA YA GREAT HA
ES MA KIYA GREAT HA YAAR

SADKAY JAVAH TARI PASAND DA :p
:bashi:

Cute Anam
06-04-2013, 09:17 PM
Thanks 4 Like ..

ღƬαsнι☣Rασ™
06-19-2013, 02:18 AM
khair hovey jee bohet wadiya

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.